pal mein badal gaye rishton ke rang

128 7 0
                                    

Subah ka samay hai
Ani: bondita kal hame samaj ki sabha mein jaana hai
Bon: nhi waha sab apni patni k saath ayenge aur hamare rishte ka sach sab ko pata hai ham nhi jaayenge waha
Ani: tum kab tak ye baat ko khichti rahogi bondita kabhi kabhi mujhe lagta hai ki tum ye sab jaan bhujkar karti ho taaki mujhe bura feel kra sako😡
Bon 😭 mein toh ye isliye keh rahi thi kyuki apko koi kuch na bole ye na app ek bure pati hai mein ye seh nahi paaungi isliye bola par app 😭 app mujhe kabhi nahi samajh paayenge
Kaka ate hai a
Kaka:bas anitudh 😡chup kar kuch bhi bolta hai tu
Bon:😭 kisi ko meri parwah nhi hai mujhe meri maa k pass jaana hhai ya Durga maa k pass jaana hai 😭 mein apki zimmedari hu par takleef toh mujhe bhi hoti hai na par apko kya fark padta hai barrister Babu 😭
Ani:bo.. bondita 😭m.. meri baat suno I am sorry mera vo matlab nahi tha

Kaka: nhi bahu aisa mat bolo beta
Sanjna ati hai
Sanju: kya hua bondita 😦
Bon: kuch nahi chal school chalte hai 🥺🤧
Dono chali jaati hai
Kaka:kyu karta hai tu aisa anirudh kya bigada hai Bahu ne Tera kyu takleef deta hai usse kyu pareshan kar Raha hai bondita ko
Ani:n.. nhi kaka mein toh 😭
Kaka:bas
Ani: mujhe bondita ko manana hoga uski koi galti nhi thi maine bekar hi daant diya gussa ho gayi hai mujhse
Dopeher Ho chuki hai aur bondita school se vapas aa gayi hai
Kaka:aa gyi bahu aao baitho☺️
Bon:ji Kaaka sasur ji ☺️ bhaari Babu 🗣️ jaldi se khana de dijiye bukh lagi hai bondita ko
Bihari:,ji choti maalkin
Anirudh ata hai
Ani:☺️
Bon:😏 mein jaa rahi hu kaka sasur ji ☺️ taaki kisi ko ye na  ki mein unhe jaan bhujkar pareshan karti hu
Ani:🥺
Kaka : bahu khaana toh khaalo bukh lagi hai na tumhe
Bon: nhi kaka sasur ji
Bondita chali jaati hai
Ani:bo...... bondita meri baat suno 🥺 mein baat karta hu usse
Kaka:rok jaa hum khaana bhej rahe hai bahu k liye khaa lene de usse zayada pareshani hai na tujhe toh ab yahi rok jaa 😒
Kaka chale jaate hai
Ani: sahi kehte hai kaka bohot bura hu mein 😭
Raat ho chuki hai anirudh study mein hai aur bondita aati hai
Ani:aao bondita ☺️
Bon:😒
Anirudh sofe par baitha hai
Bon: kaha gayi meri book mil nahi Rahi
Anirudh ishara karta hai
Ani: vo Rahi vaha dekho saamne
Bon: thank you so much mere liye pareshan hone ke liye 😏and sorry apko hamesha tang karne k liye apko bura feel Krane k liye
Bon:aisa nahi hai bondita mein gusse mein tha aur... 🥺I am sorry please mujhe maaf kar do
Bon: galti apki nhi meri hai aur hamesha meri hi hoti hai I am sorry 🥺
Ani: bondita 🥺ye kya keh rahi ho tum bondita
Bondita chali jaati hai
Ani: bohot naraz ho gayi hai meri bondita galti bhi toh saari meri thi maine bewajah bechari ko daant diya gussa Kiya
Sab khaana khaane baithe hai
Bihari: maalik meri maa ki tabiyat kharab hai isliye gaaon jaana hoga par kal Durga ashtami hai bohot saara kaam hai
Bon:koi baat nahi app jaayiye mein sab dekh lungi sab
Ani:haa bihari tum jaao aur gaddi aur driver bhi le jaao
Kaka: aur ye kuch paise bhi le jaao kaam ayenge bihari ☺️
Bihari:app sab bohot acche hai ki ek naukar ko😭
Bon:app iss parivar ke sadseya ho bhari babu☺️
Khaate anirudh ko khasi aa jaati hai
Ani:😩b
Bon:k...kya hua barrister Babu ye lijiye paani piyo
Bondita anirudh ki peeth par haath ferti hai
Bon:a....app theek hai barrister Babu??
Ani:haa bondita mein theek hu
Bon:iss sabji mein mirchi zayada hai sab  teri hi galti hai bondita budhu hai tu 🤦1min mein abhi ayi
Ani:r..roko koi baat nahi bondita 🗣️
Kaka :dekh kitni chinta hai iss masoom Ko Teri aur tu....😒ye tujhe jaan bhuj kar bura mehsoos karayegi ?ye😢
Ani:🥺🤧
Bondita ati hai
Bon ye lijiye barrister Babu roshogulla kha lijiye jaldi se 😢
Bondita anirudh ko roshogulla khilati hai
Bon: theek lag raha hai barrister Babu??
😢
Bon:hmm☺️ bondita mein theek hu
Kaka:bahu tum bohot achi ho
Ani:nhi Kaka sasur ji mein sabko pareshan karti hu unhe bura feel krarti hu mein
Ani:🥺
Subah ho gyi hai bondita uth kar rasoi mein jaati hai
Bon 😦ye kon hai lagta hai ghar mein chor hai chodungi nhi isse mein 😡
Vo danda utha leti hai
Bon: chodungi nhi tujhe mein
Anirudh paltta hai
Ani:y.... ye kya kar Rahi ho bondita mein hu mein 😱
Bon:a. ...app yaha kya kya kar rahe hai??
Ani: tumhari madad karne aya tha par tumhe kya hua bondita 😦 hamla kar diya mujhpe
Bon: mujhe laga chor hai toh 😝
Ani:kahi sach mein chor hota toh gaya tha 🤣
Bon: mujhe apki help nhi chahiye mein khud sab kuch kar lungi
Ani: par toh karunga kyuki mein tumse naraz thodi hu
Bon😒
Ani; arey bondita tumne na sweater pehna hai na shol udhi hai thand lag jayegi
Bon: nhi lagegi mein theek hu 😥
Anirudh apni jacket uttar k bondita ko pehna raha hai
Ani:haa ab theek hai laao button bhi lga deta hu bondita
Bon: maine kaha na mujhe nhi pehni ye
Anirudh bondita k hottho pe ungli rakh deta hai
Ani:shh..   .....🤫
Dono ek dusre ki ankhon mein ankhein daal kar dekh rahe hai
Bon:kitna time waste kar diya appne mera 😒
Ani:kaam mil kar lenge na hum 💯

How was the chapter guys 💓💓 hope you like it
 

Pal Mein Badal Gye Riston Ke RangWhere stories live. Discover now