part-6

439 40 19
                                    

Sana little scared and go towards tha boy who is seating alone on bed.

Sana:  Hi baby, aap ka naam kya hai.

Tha boy see her seriously and then smile.Seeing smile on his face Sana also smile.

Kid:  hellow, my name is Rahul. Or apaka naam kya hai aunty.

Sana:  Mera naam shehnaaz hai lekin tum pyaar se Sana bhi bula sakate ho.

R:  Sana aunty, abb thk hai. Aap yaha kya kr rahe ho. Mujhase Milne aye ho kya. Sid uncle hamesha ate hai, aap unki friend ho kya.

Sana:  umm🤔 ha ha Mai unki friend hu. Aj Mai bhi Milne aai. Sidharth se apaki bohot tarif Sunni hai , bohot Brave ho aap, bilkul nhi darte kisise.

R:  ha Mai aab bada ho gaya hu. Strong boy ban gaya na isiliye muze dar nhi lagata ab. Good boys rote nhi na, Mai good boy huu .

Sana:  achhha are va, muze to pata hi nhi tha. Fir aj ki medicine leli apane, khana khaya pura. Batao

R:  ha maine medicine bhi Li or khana bhi khaya . Ab muze dard bhi nhi ho raha, ye dekho touch karke bilkul nhi ho raha .

Sana first scare to touch his hand but after thinking touch with shaking hand but rahul are only smiling towards her. Which make  confuse her.

Sana:  baby ye apko kaise hua. Aap kya krne Gaye the.

R:  wo hath bhagvan ji ko chahiye tha to maine de diya. Unko bhi kaam rahata hai na, unhone muze manga to Maine de Diya.

Sana's eyes 👀 becomes moist, she hug rahul tightly and kiss his forehead lovingly.

Sana:  bhagvan ji ne apko manga or apne de diya. Apko dard hua hoga na bohot. Dar bhi laga hoga na.

R:  nhi bilkul dar nhi laga muze. Mai to strong hu na, or mai nhi deta to bhagwan ji dusare ka le lete na hath.

Sana: fir ab aap ko bura nhi lag raha bakiyon ko dekh ke.

R: kyu bura lagega, maine to help ki bhagwan ji ki. Mera bura kyu hoga. Or mai bakiyo se alag hu na to ye kaam bhi to unique hi hai na. Mai ab special child baan Gaya na dekho. Jo mere pass hai vo kisike pass nhi hai. Aunty dekho Aaj maine bhagvan ji ki help ki, bakiyon se help nhi magi sirf muzase mangi . Pata hai kyu.

Sana:  kyu rahul, muze bhi batao.

R:  kyu ki Mai unique hu, special hu, baki bachho ko dusaro ki help chahiye or mai yaha dusaro ki help kr raha hu, dekho.

Sana smile listening rahul talk and started creasing his hairs. Sid come their.

Sid: ohhoo hii camp, what are you doing. Abhi kaise lag raha hai.

R: hellow buddy,,, bestuuu friend. Mai to thk hu.

Sid:  achha fir pain kam hai na, or batao God ne firse kuchh help mangi kya.

R:  nhi abhi tak to nhi lekin jab mangege Mai de dunga. Or buddy aap meri help karoge.

Sid: yess boss, aab itane pyaare Rahul ki help kon nhi karega. Waise meri baat to Hui thi God ji se, bol rahe the rahul to bohot strong boy nikala. Bohot Brave hai, medicine leta hai, khana time pe khata hai to unhone muze kaha ki ab Rahul ko discharge dedo.

R:  sachh bhagvan ji ne buddy se baat ki. Fir mai buddy se naraj hu, muze kyu nhi milaya unse.

Sid:  sorry champ, aap so rahe the na tab, agar Mai apako uthata to God muze punish karte na, maine is liye nhi uthaya apako.

R:  it's ok buddy. Ek secret hai batau. Eyeing Sana.

Sana was little curious seeing, rahul signaling Sid to come close.rahul wishper something in his ear.

Dil kanch sa Tut hi gayaWhere stories live. Discover now