Rita maa continue watching Siddharth behaviour but didn't say anything.... She talks with Navya and do her work.....
Here, Siddharth always fine excuse to stay outside of house for long hrs.... He only comes to sleep and left early morning.....
Navya always miss her mamu, who make her ride on car and always take her garden..... He is now not play with her....
1 week,
1 week left like this only... Today's Rita maa deside to talk with Siddharth....
Rita maa : Siddharth,,, akhir kab tak aise chalega....
Siddharth is ready to go hospital, he is near main door of house turn and look at his mother
Sid eyes 👀 are moist,, he is controlling for long....
Rita maa: maine kya kaha hai Siddharth....kab tak aise chup rahega... Baith ke batey karni hai kuch....
Sid run and hug his mother tightly and started crying......
Rita maa consoles him while hugging,,
Rita maa: Siddharth teri koi galti nhi hai beta.... Tu kyu khud ko doshi bana raha hai.... Akhir kab tak ussi batoh me duba rahega...
Sid: mom..... Momm.... Meriii..... Koi.... Koi galti ..... Nhi hai......
He is crying badly, Rita maa hold his hand and seat on sofa with him....
But Sid seat on ground and place his head on her lap....
Rita maa: Siddharth tuze kisi ne dosh nhi diya hai.... Bhul Jaa uss baat ko... Kab tak regret karega....
Age badhh mere bachhe... Bhul Jaa sab kuchh or khud pe dhyaan de.....
Sid look at his mother, his eyes are red and cheeks have tear all over
Sid: kaise mom.... Meri vajah se.... Aaj meri galti ki sajaa koi or bhugat raha hai....
Rita maa: kon.....???? Kisi ki saja koi nhi bhugat sakta Siddharth... Sab ko apane karmo ki saja khud bhugatni padti hai....
Shayad yahi kismat me tha.... Bhul Jaa sab kuch or age badh.... Dekh mai ayi huu tune ek baar bhi mere se baat karne ki koshish nhi Kari....
Kya tuze kabhi nhi laga,, teri maa ko teri jarurat hogi. Wo kaise sab dekh rahi hogi.... Tuze ek baar bhi meri yaad nhi ayi....
Sid: aise nhi hai mom.... Mai Dr. Uncle se apki Puri jankari leta tha.... Apki assistant se meri baate hoti thi... Mujhe apke bare me sab kuch pata tha....
Rita maa: sab se puch kr itani mehnat krne se achhaa ek baar mujhe call krta.... Mai to teri rahh dekh rahi thi bachhaa....
Sid: sorry mom..... Aab aise nhi karungaa..... Mere Karn aap kitne dukhi hoo rahe ho...Mai apko Khushi tak nhi de pa raha hu.....
Rita maa: aise kuch nhi hai Siddharth, bate krne se sabhi chije asan hoo jati hai....
Andar hi andar tu ghut raha tha... Tuze samjhana jaruri tha lekin tu kisi ki soon bhi nhi Raha tha....
Sid: ab mai thik huu mom.... Chalo aap rest Karo abhi... Mai hospital jaa raha huu...
Rita maa: haa tere liye itani subah uthana pada mujhe.... Itane subah kon jata hai hospital.....
Sid smile a little,
Sid: mom.... Hospital emergency me ata hai.... Waha 24hrs koi na koi rehta hai.....
Hospital ka koi time nhi rehta mere liye....
Rita maa: haa jaa... Lekin lunch time pe aaj tu mujhe ghar chahiye... Waha Mai Teri ek bhi sunaungi....
Sid: okk Mai aa jaunga....
Rita maa: thik hai.... Mai wait karungi
Sid: mom...... Aj Mera favourite khana banana..... Bohot din hoo Gaye...
Rita maa: haa banaungi.... Pura tere pasand ka khana hoga Aaj ,..
Sid last hug his mom and left for hospital....
Here,, Sana is very tense by Sid behaviour... Because of his busy schedule, he didn't meet her for week....
Sana: hayeeee Aisa kya kaam aa gaya isse... Jo garden me walking ke liye bhi nhi ata.... Na phone uthata hai mera....
Ghar jau kya usake... Ek baar dekh lungi kahi bahar city gaya hoga to... Lekin aab navya bhi nhi aa rahi matlab Ghar pe bhi koi nhi hoga..
Lekin aaj sham ko jaungi hi mai isake Ghar.... Akhir ye gaya kaha Shukla.....
YOU ARE READING
Dil kanch sa Tut hi gaya
FanfictionHellow, I am new here,, this is my first story,, hope so you like it,, I am not a professional writer,, just trying to make my idea into it,, i love sidnaaz very muchh,, so this is my first part, please read it once