Virat- acha agar tumara ye satya puran ho gya ho to dinner krle
Sai- aap ko kya aap ese kyu bol rhe ho kahi satya or meri friendship se aap ko jalan to nhi ho rhi na
Virat- mujhe koi jalan valan nhi ho rhi or mujhe kisi se jalan hogi bhi kyu jab ki mujhe pta h tum sirf meri ho
Sai- acha itna confidence lekin agar sach mein koi mujhe aapse chinne wala aa gya to.
Virat- haa to aane do lekin vo kr kush nhi payega khali hath aayega or khali hath jayega
Sai- itna trust h aap ko mujh pr
Virat- khud se jayada ab chlo dinner krle bahut bhukh lgi h
Sai- haa pahle aap change to krlo
Virat-(in mind)- sai mein tum pr bahut trust krta hu pr samne wale insan pr nhi koi agar kush jayada hi tumare karib aane ki koshish krta h mujhse bardasht nhi hota
Or pta nhi kyu pr is satya se mujhe achi vibes nhi aa rhi kya sach mein Satya ka Sai ko purpose krna sirf ek mazak tha ya us ke dil mein sach mein Sai ke lye kush tha or vo aaj bhi hSome days passed
A bouquet and a romantic novel come for Sai at home
Virat come home early
Evening
Door bell rings
Virat and Mohit sit in hall
House helper open the door
H - ji kahiiye
M- jo vo Sai Joshi Chawan ke nam se currier aaya h
H- dejiye
Virat- kon tha mohan
H- sir vo Sai mam ke lye ek currier aaya h
Virat- lao mujhe do
Virat- ye to koi book lg rhi h ye bouquet or ye book kisne bhega hoga sai ko
He open the currier
Virat- ye to koi romantic novel h
Mohit- kya romantic novel vo bhi bhabhi ko
Virat-🥺
Mohit- mera matlab h ki aap ke ilawa bhabhi ko romantic novel kon bheg sakta h check kro kahi kisi ka nam likha h kya
Virat see a card on bouquet
This is written on card- this bouquet and novel for world's most beautiful girl
With love 💕 from Satya
Mohit- ye satya kon h dada
Virat- sai ka childhood best friend
Mohit- O kafi gahri dosti lgti h bach kr rho dada kahi koi bhabhi ko aapse chinke na le jay
Virat - tumari bhabhi kya koi nirjeev cheez h jo koi bhi aaker mujh se chin kr le jayga
Mohit- aap gussa kyu ho rhe ho mein to bs aap ko ese dosto se alert hone ke lye bol rha hu jin ke dil mein kush or hota h or juban pr kush or
Other side
Sa- I hope she likes my gifts
Sa- mein janta hu tum Virat se koi pyaar viyaar nhi krti vo to us ke sath rahte rahte tume esa lga hoga ki tume us se pyaar ho gya h
Ye sab meri hi galati h agar mein time pr apne dil ki baat bta deta or tume shadi ke lye mana leta to aaj hum happily married hote pr koi baat nhi abhi bhi jayada der nhi hui h mein Virat ko hamesha le lye hamare raste se hata kr tume aapna bna kr rahuga
Tume mera hona hoga sai tume mere pass vapas aana hoga mein tume vapas paker rahuga sai chahe us ke lye mujhe jo kush marzi krna pade mein kruga is baar tum meri hoker rahogi sai
Sairat room
Sai come from hospital and see Virat in room
Sai- are Virat aaj aap jaldi aa gye
Virat didn't respond
Sai- Virat aap sun bhi rhe ho mein kya kh rhi hu
Sai- Virat ( loud)
Virat- hmm sai tum kb aayi
Sai- abhi abhi pr aap kaha khoye hue ho aap ko pta hi nhi ki mein kb aai
Virat- nhi mein kush soch rha tha
Sai- kya hua kisi case ka stress h kya
Virat- nhi vo aaj na tumara vo friend h na satya us ne ek bouquet or romantic novel bhegi ghar pr
Sai- haa to is mein kya hua friends ek dusre ko gifts dete h na
Virat- haa pr pta nhi mujhe acha nhi lg rha us ka ye sab krna
Sai- vo is liye kyuki aap ne kisi or ko mujhe ese gifts dete hue nhi dekha varna vo to mujhe aksar ese hi gifts deta h sach btao to mujhe bhi kabhi kabhi ajib lagta h vo jis tarah se mujh se baat krta h kai baar unconfirtable feel krti h pr dosto mein esa maazak masti chalta h ye soch ke kush kahti nhi hu use
Virat- pr Sai dosti ki bhi ek limit hoti h
Sai- haa pr mein satya ko bachpan se janti hu isliye us ki intentions pr kabhi doubt nhi kiya bs ye janti hu ki vo na kabhi kabhi over friedly ho jata h
Virat- ek min us ne tume ye sab bhega matlab vo Nagpur mein h
Sai- haa us ka thodi der pahle phone aaya tha to us ne bataya ki Nagpur mein h or kl Sunday h to vo mujh se milna chahta tha bahar pr mene use kl ghar pr hi lunch pr invite kr liya thik kiya na mene
Virat- hmm ab jara mein bhi to dekho nhi satya h kon (in mind)- jo meri biwi ke sath kush jayada hi overfriendly nhi ho rha
To be continued
V 50
C 20