( actually i m pure punjabi so don't know about hindu marriage retuals so iam main shadi ko khichne ki jagah shot mein nipta rhi hu)
1 month passed
In this month sairat become good
friendsWedding function starts
First day ring ceremony
Second day- mehndi
Third day day time haldi and night time sangeet
S
Sangeet dress
And finally special day arrives
ORSai bidai
Alka- apna khiyal rakhna aur haa apne gussa pr thoda control rakh na kisi ko shikayat ka mauka mat dena
Va- alka ji aap chinta mat kijie hum sai ko bahu nhi beti bnaker le jaa rhe h aur agar beti ke thode nakhre utha lege to hume koyi problem nhi hogi
Kamal- Virat mene aaj tak apni beti ki aakho mein ek aasu nhi aane diya h aur main tum se bhi yahi ummid krta hu
Virat- sir mai sai ka dhiyan bahut ache se rakhuga
Kamal- sir?
V- sorry baba
Sam- haa meri bahan ki khushiyo ki jimmedari ab tumari agar use koyi taklif hui to tum abhi mujhe jante nhi ho
Anuradha- samrat kyu bichare Virat ko thamka rhe ho
Sam- main thamka nhi raha bs bada bhai hone ke nate samja rha hu
Bidai ceremony done
In car sai was very much sad
Virat- sai tum is time kaisa feel kr rhi ho ye main imagine bhi nhi kr sakta pr jis family mein tum ja rhi vha kabhi tume paraya feel nhi kraya jayga
They reached CN
Sai grah prvesh
All rituals also done
Precap- suhagraat and reception
Vote 25 +