Ok i decide to end this story in this month
Breakfast table
Virat ne sai ka table ke neeche se hand pakra hua hota h
Sai whisper to Virat- Virat ye kya kr rhe h
Virat- mein kya kr rha hu
Sai- Virat please mujhe bahut bhukh lgi h khana khane dijie
Virat- haa to khao mene kaha roka h
Sai- aap mera hand chodo ge to kha payugi na.
Virat- haa to khana hi khana h na to left hand se kha lo
Sai- Virat ye aap sahi nhi kr rhe room mein chlo mein aap ko chodugi nhi
Virat- haa to mein chahta hi hu ki tum mujhe kabhi mat chodo
Va- ye kya bate chl rhi h tum dono ke beech or Sai tum khana kyu nhi kha rhi ho kha lo tume Hospital ke lye ho rha hoga
Virat- haa mein bhi vahi bol rha tha sai tum khana kyu nhi kha rhi h
Sai- haa aai khati hu (to Virat)- aap se to mein baad mein nipti hu
Sai start eating with her left hand
Ninad- sai beta tum left hand se khana kyu kha rhi ho
Mohit- ab baba agar kisi ne bhabhi ka right hand padra hua ho to un ko to left hand se hi khana padega na
Va- kis ne padra h sai tumara
Mohit- aai aap bhi samajte nhi
Virat left Sai's hand
Sai- kya hua hand kyu chod diya dar gye kya.
Virat- ACP Virat chawan kisi se nhi darta.
Sai- acha
Virat- tumare gusse ke ilawa
Sa- ye Virat kitna besharam h ek to sabke samne sai ka hand paker liya or sai ko khana bhi nhi khane de rha
Some days passedSatya try to come close to sai but Virat didn't let this happen
Virat understand satya's intentions.
Sai also feel uncomfortable with him
Satya is been given some negative vibes and she observe change in satya and also Virat don't like him it's ok they are childhood best friends but now they are adults and she is married they need to maintain some distance from each other
In room
Virat come and see sai in some thoughts
Virat- sai kya hua kya soch rhi ho
Sai- satya ke bare mein
Virat- kya hua kush misbehave kiya us ne tumare sath
Sai- nhi pr jo changed behaviour h na mujhe yakin nhi ho rha ki ye vahi satya h jise mein bachpan se janti thi
Virat- insan hamesha ek jaisa nhi rahta haalat use badal dete h vesa kush satya ke sath hua h mujhe lgta h vo tum se pyaar krta tha pr kabhi apne dil ki baat tume nhi kh paya or ab tumari shadi mujh se ho gyi ye baat vo bardasht nhi kr pa rha h
Sai- pr us ke behaviour se mujhe kabhi nhi lga ki us ke dil mein mere lye kush esa bhi ho sakta h
Virat- haa pr ab vo tume vapas chahta h jo vo pahle nhi kr paya vo ab krna chahta h tume apna bnana chahta h
Sai- agar esa h to mujhe us se baat krni hogi vo ese mere peeshe apni zindagi bardasht nhi kr sakta
Virat- tume lgta h vo ese samaj jayega
Sai- to esa kya kre ki vo samaj jay
Virat- hame na use yakin dilana hoga tum is shadi se bahut khush ho tum mujh se bahut pyaar krti ho
Sai- haa ye thik h pr mujhe lagta mujhe lgta h ab tak use ye baat samaj aa gyi hoti but vo jan kr bhi anjan bne rahna chahta h vo sach ko accept nhi krna chahta or mujhe use sach accept krane ki ek koshish to krni chahe
Sai talk to satya and make him believe that she loves Virat and Satya accept the truth
I am sorry but i want to end this story as soon as possible that is why I didn't scratch this track
Precap- parenting phase