Days passed away in blink but not for our couple......
Bondita was just waiting for their anniversary so she can propose him......
On the other hand.....anirudh was growing remorseful......he was feeling guilty on his actions......
He clearly remembered their anniversary but didn't had courage to wish Bondita specially after her outburst......
Their anniversary morning.....
Anirudh came out of room and saw getting ready for college....
Ani(mind) : Bondita ko humari anniversary yaad nahi hai kya....
Ani : shona kaha jaa rahi ho.....
Bon : kaisa sawal hai patibabu....roz kaha jaati hu college toh wahi jaungi na....
Ani : aaj bhi....
Bon : haa kyu....aaj koi khaas din hai kya.....
Ani : nahi nahi tum jao.....
Bon : accha patibabu aaj mujhe jaldi jaana hai toh main nikal rahi hu aapki coffee bana kar rakhi hai garam kar ke pee lijiye ga thandi mat peena aur naashta bhi rakha hai......
Ani : hmm.....main bhi naashta karke court ke liye nikal jaunga.....
She smiles internally.....
Bon(mind) : sorry patibabu bass shaam tak ka wait kijiye.......jitna aap udaas hai utna hi khush honge......
She left.....
Ani : Bondita ko toh sachme humari anniversary yaad nahi hai......par ho bhi kyu aakhir yaad rakhne ki konsi wajah di hai maine usse.......
He sighed sadly and gets ready for court and left having breakfast.....!!!!
In durga mandir.....
Maushami : Bondita aaj tu apne callege nahi jaa rahi hai......
Bon : maushami kitni baar sikhaya hai tujhe yaad kyu nahi rehta usse
Maushami : jaanti hu college kehte hai......
Bon : phir galat kyu bola.....
Maushami : woh jab tum sahi karti ho na toh bohot accha lagta hai.....
She smiles....
Maushami : waise tumne mere sawal ka jawab nahi diya......
Bon : nahi aaj main college nahi jaa rahi.....
Mau : kyun
Bon : aaj mere aur patibabu ki aathvi varshagaanth hai.....
Mau : sachme.... isiliye aaj itni khush ho.....
Bon : haa patibabu ke liye kuch khaas karne ka socha hai..... isiliye toh unse jhuth bola.....
Mau : ab samjhi....
Bon : thik hai main chalti hu bohot saari taiyari karni hai......
She nodded.....
She returned home......
Whole day passed away in preparations.......
At evening.....
Anirudh returned home sadly......his day didn't went well......
As he entered in room he was shocked.......
Whole room was decorated......
There was a cake kept on table......
Ani : lagta hai kisi galat ghar mein aa gaya......
He turned to leave when the sight in front of him made his heartbeats stop.......
Bondita was draped in a royal blue netted saree of western style with open hairs........
He was just blank seeing her.......
She came close to him and whispered.....
Bon : muh bandh kar lijiye patibabu makkhi chali jayegi.....
He came out of his trance......
Ani : Bondita.....tum aise....
Bon : kisi galat ghar mein nahi aaye aap.....apne hi ghar aaye hai......
Ani : lekin yeh sab kya hai......
Bon : hey dugga maa agle janam mein na inko brahmachari hi banana aur agar shaadi karwao bhi thodi akal de dena......
Ani : Bondita...!!!
Bon : kya Bondita.....itna sab dekh kar bhi samajh nahi aaya..... happy anniversary patibabu......
Ani : tumhe yaad tha....!!!
Bon : kaise bhul sakti hu patibabu.....yeh din toh mere liye bohot khaas hai..... agar yeh din nahi hota toh main toh zinda bhi nahi hoti.......main na pehle kabhi humari anniversary bhuli hu na kabhi bhulungi........
Ani : happy anniversary shona..... thankyou itne acche surprise ke liye......
Bon : abhi kaha abhi toh aur bhi bohot kuch baaki hai.....
Ani : aur kya...???
Bon : I LOVE YOU PATIBABU.....!!!!!!
His senses stopped working.......did she really said that she loves him......
Bon : patibabu sunn rahe hai......
Ani : h..ha...haa.....Bondita ek baar phir se kehna.....
She chuckled.....
Bon : I love you patibabu......!!!!!
Ani : Bondita maine kaha tha isiliye toh nahi......
Bon : nahi patibabu.....sachme dil se......I love you.....
Ani : par uss raat.....
Bon : bhul jaiye uss raat ko patibabu...... patibabu main aapke bina reh nahi sakti yeh baat mujhe bachpan se pata hai par aapse pyar karti hoon yeh baat toy kai saalo pehle hi samajh aa gayi thi......woh tufani raat mujhe aaj bhi yaad hai jab pehli baar mujhe aap mein ek dost ya guru nahi ek pati dikhaye diye the..... mujhe bohot tez bukhar tha aur koi bhi doctor uss tufan mein aane ke liye taiyar nahi tha.....uss waqt hum uss chote ghar mein rehte the......15 saal ki thi main.....apni marzi ke khilaf aapne mere saath rukne ka faisla kiya tha mere liye....... bohot dhyan rakha tha aapne Mera......aur uss waqt aap mein mujhe ek pati dikhai diya......
Patibabu aisa bohot kuch kiya hai aapne mere liye jiski ginti bhi nahi ho sakti......aapne toh apna pura jeevan de diya......apni saari khushiyan chod di mere liye.......din raat mehnat ki aaj bhi karte hai.......aur main iss din ke liye na dugga maa ko humesha thankyou bolti hu ki aap aaye meri zindagi mein......
Uss raat maine jo kaha woh sab mera dard tha jo maine aapse kaha.....jo maine saha..... par unn sab mein main aapka dard bhul hi gayi.......main bhul hi gayi ki aapne bhi utne sacrifices kiye hai mere liye........aapne meri khwahish puri ki hai.....kabhi mujhe aapse kuch maangna nahi pada......kyuki maangne se pehle hi mujhe sabkuch mil jaata tha....... isiliye ab bhul jaiye unn baato ko main bass itna jaanti hu ki I love you......ab aap bolenge kuch ki main hi bolti rahu......
Ani : I love you too Shona.....!!!
Both hugged each other tightly......!!!!
YOU ARE READING
Short stories of Anidita ❤️
RomanceThere will some short stories based on anidita..... each story will contain maximum 8 to 10 chapters..... some stories will be based on show and some will be my imagination..... peep into know ....