Hello everyone 👋
I hope all of you are doing good 😊
let's begin
In 90s story
At school
at lunch break
( Vyom secretly puts a cassette in Karishma's bag. )
At Karishma house
( Noor Jahan is watching TV. Haseena comes out of her room, scratching her hair. )
n:- aey tu apne baal esey janver ki treh kyun khuja rahi hai
hm:- mummy khujli ho rahi hai isiliye khujla rahi hun n
n:- mujhe to lagta hai tere baalo main jhue ho gayi hai idhar aa dikha mujhe
hm:- aayi
( Noorjahan checks Haseena's juen)
n:- haseena tera sir juen se bhara hua hai poori raat khatam ho jayegi par terey yeh juey nahi
hm:- ab mummy
n:- ek kaam ker abhi nariyal ka tel laga ke neechey soyio
hm:- kyun?
n:- kyun kya , tu chahti hai ki tere sir ke jue mujh main aur Karishma main ghus jaye
hm:- thik hai so jaungi
n:- Vesey Karishma kha hai
km:- vo pooja ke ghar gayi hai
n:- yeh ladki bhi n acha ek kam ker nariyal ka tel liya aur fir bulkey laa uss ghumakkad Karishma ko
hm:- thik hai
scene cut ✂️
At pooja house
km:- dekh pooja yeh Vyom wali baat tere aur mere bich rehney wali hai
p:- haan baba acha yeh caset tape recorder main daal n suntey tere Vyom ne kya bola hai
km:- yeh kya hai tera Vyom..
p:- nahi hai... ( kidding with her )
( Karishma starts the tape recorder )
tape recorder voice
v:- Karishma aaj meney principal sir aur tumhari baatey sun le thi mujhe apni galti ka usi smay ehsaas ho gaya tha par tum se baat kerni ki himmat nahi juta paya fir meney yeh chupke se caset record ker ke tumhare bag main daal di aur main kehna chahta hoon I am sorry Karishma from the bottom of my heart )
Vyom recording ended
( after listening to this recording a huge smile came on Karishma's face )
p:- wah tera to ashique kitna cute hai jo dill main vahi munh pe aur dekho usi ashiqa ko kesey kaan se kaan tak smile aa gayi
km:- chup karegi acha yeh bta time kya ho rha hai
p:- 7:00 baj gaye
km:- 7:00 baj gaye ! chachi ji aaj bhout gussa kerengey main chalti hoon
p:- thik hai
scene cut ✂️
at Karishma house
( As soon as Karishma went inside the house, Noorjahan was standing in front of her. )
n:- tere ghar main per nahi tiktey aande tere chacha ji ko Delhi se btati hoon ab Teri sari harket ab ja chup chaap jaker so jaa samjhi
scene cut ✂️
( Karishma ignores Noorjahan's words gets lost in Vyom's memories and starts dancing and sleeps next to Haseena. )
scene cut ✂️
next day at school
km:- yrr haseena mere sir main subhe se bhout khujli ho rahi hai
hm:- actually mere balo main jue hain
km:- kya ! 😲 ( Karishma strangles Haseena in anger ) tuney mujhe pehley kyun nahi bataya 😠
hm:- to meney bola tha mere bagal main aake soney ko 😠
scene cut ✂️
at classroom
( Karishma sits on her seat and Vyom sits on the seat next to Karishma to convince her. Karishma looked at him )
Km:- yeh humarey pass kyun betha hai khi humare baalo ke juen iske baal main na chale jaye aur agar isne humey apne balo ko khujlaate hue dekh liya to ( tensed, thinking in mind) mam ( she stands from her seat) mam hum uss taraf beth sakte hain humey dhand lag rahi hai
Teacher:- haan thik hai jao
V:- Karishma..
Scene cut ✂️
At games period
( Karishma is playing tennis with haseena vyom. Whenever Vyom went to convince Karishma, she left from there.)
V:- Karishma i am..
( Before vyom could complete her sentence she left from there.
V:- hadd hoti hai itna mnaney ki koshish ker rha hoon par yeh ladki sunne ko tayar hi nahi 😤
Scene cut ✂️
At library
Km:- sorry vyom par hum tumhare pass nahi aa sakte aur na hi tumhe aane de sakte agar tumhare lambe aur khoobsurat balo main jue chali gayi to ( thinking in mind)
Scene cut ✂️
In canteen
( Vyom brings a chair and places it on the table and sits on that chair.)
Km:- suno - suno sab mera iss Sunday birthday hai aur main aap sab ko apne birthday par invite kerta hoon aur main chahta hoon mera ek bhout azeez dost hai vo bhi mere iss birthday par aaye agar vo nahi aayega to main cake nahi katunga ( looking at Karishma)
( Karishma also understood vyom's gesture)
.......................................................................
At rj 90s
Km:- aur aap log itna chokiye mat ki 7:00 baje gaye uss main daat kyun padi hume vo isiliye yeh 90 ki story hai iss smay 7:00 bajna mano 11:00 bajna anyways kha tha humney bhout bada aur khatarnaak villen aane wala hai humari love story main yeh vahi villen hai jue hai jinki vajah se hum vyom ke pass bhi hi nahi jaa sakte the aur bechare vyom ko to samajh hi nahi aa rha tha ki hum itna ussey gussa nahi hai bas uske balo ki raksha ker rahe hain apne jue se. ker hi kyun rahe hain ab next chapter main dekte hai kya hum vyom ki birthday party main jayenge ya nahi
Thank you 😊
That's it for today 😊
.......................................................................Vote and comment 😊
If you like it 😊.......................................................................
Bye 👋