Pj truth revealed

92 12 6
                                    

Hello everyone 👋

I hope all you are doing good 😊

Let's begain

At karishma office

B:- so everyone back to there work

v:- karishma

Km:- good morning sir and welcome sir ( speacking professionally )

V:- good morning

Km:- sir aap humare work leader hai to usi ki treh hi rahiga

V:- sure

Km:- sir aaj kya karna hai sir

v:- ek story likhiye pehle hum aapki writing speed dekhna chatey hain

Km:- sure sir

( Vyom is sitting in front of karishma laptops coming in between them )

scene cut ✂️

After an hour

km:- yrr yeh send kyun nahi ho rha mail to sahi daali hai ( tensed ) kya karun ( Karishma wants to take help from Vyom but she does not want to talk to him, that is why he tries again and again to send the mail but Karishma is not able to her
send the mail. Then she accepts defeat and calls Vyom. ) sir...

v:- ji mis singh apne mujhe bualaya ( proffesnally)

Km:- yes sir sir actually hum ne likh liya but mail send nahi ho rahi

V:- ok main check karta hoon

( Karishma is sitting on the chair and Vyom is standing next to her and he little bend looking at the problem in the laptop on the other hand Karishma is feeling nervous. )

V:- lo ho gayi problem solve aapne kuch zayda hi words likh diye the jissey file bhout heavy ho gayi aur mujh mail send nahi ho paa Rahi thi

km:- acha

( Both of them together looked at each other but there head colided with each other and rembere that how they earlier colided 7 years before and lost in each other eyes( after an hour they come into consciousness)

Km:- I am sorry sir

v:- I am too

( he went on his desk )

scene cut ✂️

At santosh side

M:- madam uski locaton heydraabd killey ke pass jungle ki hai

ss:- good tumhare pesey tumharey account main pahuch jayengey

scene cut ✂️

At puspa side

( as usually pj in a store room haseena came )

Hm:- pj...

pj:- haan

Hm:- kya hua aap yha kya kar rahi hai

Pj:- ku..ch nahi aur tum yha kyun aayi tumhe pta hai 3 mahiney bhout zaruri hotey hai bacche aur maa ke liye

Hm:- acha thik hai (Heena holds PJ's hand and places it on her stomach ab boliye ) aap kuch nahi chupa rahi thi

( pj was shocked )

Hm:- kya hua pj chup kyun hai

( pj removes her hand from haseena belly and turned her face in another direction haseena went to pj side )

Hm:- apne iski kasam nahi khayi iska matlab yehi hua n ki aap kuch chupa rahi hai boliye pj

Pj:- btatey hain aaj se humare sirf lalla hi nahii tha bali humari lado bhi thi

Hm:-- laddo ?

Pj:- humari beti lalla ki chotti bhen lalla uss smay 5 saal ka tha aur laddo 1/2 years ki thi hum aur lalla ke papa train main suffer karke jaa hi rahe tab kuch gudey ghus gaye humare pati yani lalla papa police main the unhone bhout bhaduri se ladhai kari par un gundo ne humari laddo chalti train se phek diya uss din hum bhout roye yha tak ki humeny sab se poocha apni bacchi ke baarey main par vo kahi nahi mili aur aaj tak hum dhiind rahe hain ussey

Hm:- pjj fir un gundo ka kya hua

pj:- humarey pati dev office ke kuch log aa gaye the aur unhe arrest kar liya

Hm:- to kya baat Vyom jiju ko nahi pta

PJ:- nahi vo bas 5 saal ka tha aur humney kabhi socha tha usseybtayegey yeh bata jab vo thoda cheezo ko saqmjhney lag jaye par tum to jaanti in betey saalo main kya - kya ho gaya to..

Hm:-aap puri sure ki vo..zinda hai

Pj:- haseena! ( shouted ) meri bacchi zinda hai verna har maa ko ehsaas ho jata hai apne bacche ko khoney ka aur humey ehsaas hai ki humari laddo zinda hai ( tears in her eyes )

Hm:- yes I know but pj aapki laddo real name kya hai ?

pj:- radha bilkul radha ji ke treh sunder peda hui thi humari laddo jaan basti hai usmay par yeh baat aur yeh dekho yeh saarey uske khiloney eh lal kapda ismay hum usko lapet ke rakhtey the

Hm:- pj I understand ( she wipes pj tears and hug her )shant abhi aap jaye aaram kariye aur dekh lena aapki laddo apko zarur mil jayegi acha pj esa koi birth mark jissey pehchaan ho skae vo radha hi hai

pj:- haan ( pj broke the hug )

Hm:- kya

Pj:- uski chest par redcolour ka birth mark bana hua hai

hm:- ok ab jaye aur aram kariye

( pj left )

( suddenly haseena Suddenly Haseena looks at the phone and sees that she forgot to disconnect Karishma's call. )

Hm:- oh shit

( she put a mobile on her ears )

Hm:- he..llo sab

Km:- haan humney sab sun liya aur ab hum pj ko unki beti se milva ke hi rahegey

Hm:- yeh to bhout acha idea hai issey pj ka tere liye gussa kam ho jayega

Km:- nahi yeh hum apne liye nahi kar rahe hai balki yeh hum ek maa uski beti se milvaney ke liye kar rahe hain bas

Hm:- thik hai

Km:- ab tere se bhout baatey ho gayi ab hume chotey baby se baat karni hai

Hm:- boliye

Km:- babay apna jaldi se bhaar aa jao hum aur aap milke aapki mumma khup pareshan kerengey jasey unhone humey kara hai

Hm:- sab sunai aa rha mujhe tum dono ke kya planning hai

Km:- fir bhi humey koi fark nahi parta

Hm:- ( hasseena smile ) yrr karishma kitney salo baad esey khul ke baat kar rahe hain n

Km:- haan

Hm:- aur yeh sab hua hai iss baby ki vajah se thankyou baby

Km:- haan chal main tere se baad main baat karti hoon

Hm:- chal bye

scene cut

........................................................................

In rj

Km:- koun hai pj ki beti ?

........................................................................

Thank you 😊
That's it for today 😊
........................................................................
Vote and comment 😊
If you like it 😊

........................................................................
Bye 👋

Vyoshma:- LIFE LINEWhere stories live. Discover now