karishma gain justice for herself

88 9 10
                                    

Hello everyone 👋

I hope all you are doing good 😊

let's begain

( karishma runs away from there )

In night

n:- iss ladki ne mera khoon chus liya pta nahi kha chali gayi tere papa bhi nahi aaye abhi tak

Hm:- mummy please iss wakt humari priorty karishma ko dhundna hai na ki uss par ilzaam lagana

n:- haan tu sahi keh rahi hai

Scene cut ✂️

( Karishma is sitting on the steps of the temple, her eyes are moist and she is looking towards the idol of Mother Goddess.)

Km:- humare saath esa kyun hua ( thinking in mind )

"beti" ( suddenly a voice came she looked back and saw there was most beautiful lady is standing )

km:- aap ne humey bulaya

L:- haan beti (comes towards her and  speack very politely )

Km:- aap koun hain

L:- beti mera naam Sarasvati hai tum mujhe maa bula sakti ho

Km:- maa..

S:- beti meney tumhari baat suni tum inse shikayat kyun kar rahi ho?

km:- kyunki meri galti na honey ke bavajud humey saza mili

S:- beti tum meri baat maongi tum khud ke liye khadi hue ?

km:- nahi

S:- beti Geeta main bhi likha jo khud ki madat nahi karta uski madat bhagwan bhi nahi kartey tum kadam to  udhao apney liye lado beti

Km:- kya mera saath dengi maa ?

S:- hamesha beti bhagwan ka kaam rasta dekhna aur uss rastey par tumhe khud chalna hoga par maa hamesha tumhare saath rahegi par beti kabhi bhi apna aatma saman kho ker nahi ladna aur agar jeet bhi jao na to kabhi yeh mat bhoolna tumhare aatm saaman par bhi chot aayi hai ussey sab se uper rakhna

Km:- aap itni achi baatey kesey karti hai

( she smiles Then Pandit ji calls Karishma , karishma looks towards pandit ji )

P:- beti vha kyun bethi

Km:- maa se baat kar rahi thi

P:- par vha to koi nahi hai

( karshma turns back Karishma looks back and sees no one there. )

Km:- kha gayi koun thi vo

P:- chal beti aaja pareshaad le le

Km:- aayi

( Karishma takes Parshad from Pandit ji )

P:- betey yha par mera ashram hai tu chal vha

( Karishma remembers what Mother Saraswati said. )

Km:- nahi pandit ji shukriya par humara ghar jana zaruri hai sb ghar par intzaar kar rahe honge

P:- thik hai apna dhyan rakhiyo

scene cut ✂️

In night

( karishma reaches home )

N:- kha gayi thi

Hm:- haan bol behen

n:- kuch nahi bas thodi der ke liye madir gayi thi

n:- itni raat ko keher kal college jana hai ?

Km:- haan

Vyoshma:- LIFE LINEWhere stories live. Discover now