order exchange

104 9 2
                                    

Hello everyone 👋
I hope all of you are doing good 😊

Let's begin

ks:- he..........llo lucknow aaj fir se aa gayi hai aapke liye laker 90s khani Karishma ki zubani to aagey suntey ghain kya hua

N:- mujh se baat mat keriye 😤

A:- abhi bhi naraz ho mujh se yeh lo tumhare liye

N:- yeh kya hai

A:- naye film jo aayi hai maney piyaar kiya uske sabhi gaaney iss caset main hain

(A smile comes on Noorjhaa face but she hides her )

N:- fir se kharcha kiya aapney

(Suddenly haseena and Karishma came out )

A:- kyun n hum log mela dekhney chale

hm:- wow mela

A:- aur noor tum bhi apney liye fall saree le lene

N:- fall saree thik hai main tayar hoker aati hoon

hm:- dekha Karishma papa kio achi treh mummy ko manana aata hai

A:- haseena - Karishma tum bhi tayar ho jao saath main chaltey hain

km & hm:- ok

scene cut

At mela

A:- aaj hum Kanpur special restrount chaltey hain

All:- haan

(Malik family enters in Kanpur special restrount on the other hand Vyom also came in same restrount

Pj:- lalla yeh to bhout acha restrount hai

v:- aapko pasand aaya

pj:- haan

( both of them sit on tables )

V:- waiter order

w:- yes sir

v:- do do plate veg biryani

w:- ok aur kuch sir

v:- nahi

( waiter went upstairs )

scene cut

At malik family side

hm:- papa aaj please non - veg magvaao n

n:- main nonveg nahi kaungi sirf veg

A:- waiter

w:- yes sir

A:- do plate pov bhaji aur do non-veg biryani

w:- thik hai sir

scene cut

After an hour at Vyom side

( pushpa and Vyom eat one spoon of biryani )

pj:- lalla yeh dekh ismay yeh kya hai

v:- amma yeh to chicken

pj:- chicken humare plate main

scene cut

at karishma side

k:- behen ismay to ek bhi chicken piece nahi nikal

( suddenly someone shouting voice came )

sv:- waiter...waiter

( everyone run towards that voice)

km:- yeh to Vyom hai

( Vyom is shouting on the waiter )

v:- yeh sab kya hai humney veg biryani mangvai thi

A:- or humney non-veg

w:- sorry sir galti se order exchange ho gaya

V:-sorry kya tumhari vajah dharam brasht ho gaya

pj:-shant ho ja lalla koi baat nahi mandir jaker parshchit ker lengey

( Vyom look and Karishma and haseena )

v:- yeh zarur isney jaan - bhujhker kara hoga ( thinking in mind)

scene cut

after an hour

N:- kya aaj us bechara ka order exchange ho gaya uss waiter ko dhak se kaam kerna hi nahi aata

A:- kya noor tum bhi vo waiter insaan hi hai aur ho jaati galti subhe se becharey ne kitna kaam kiya hoga yeh to socho

n:-aap aur aapki achaai ka kuch nahi ho sakta kher ab so jao raat ho rahi hai

hm:- par mummy kal to sunday hai

n:- to

hm:- der se so jaatey hain

n:- nahi haseena beta ache gharo ki ladkiyaan der se nahi soti samjhi

hm:- ok

n:- Karishma beta kya hua tujhe tu kha khoi rehti hai

ks:- kahi nahi chachi ji as mujhe neend aa rahi hai

n:- haye meri bacchi mujhe to tei chinta lagi rehti hai par kher jaa soja aur haseena tu bhi

hm:- jaa rahi hoon

scene cut

next day in morning

( Everyone is sitting together and watching TV. they all are watching Ramyaan on Doordarshan Suddenly Noorjahan's friend Rashmi comes with a box of sweets in her hand. )

n:- arrey Rashmi behen aaiye - aaiye

R:- badhai ho mera ghar mera pota aaya hai

n:- kyaa baat hai badhai ho

A:- badhai ho Rashmi behen

R:- pata main to dar gayi thi ki iss baar bhi agar ladki ho gayi to kya hoga pehle hi 2 judwa lakiya hain

A:- Rashmi behen ladki - ladki main koi farak nahi hota

R:-aap to esa bolegi aapki 2 ladkiyaan jo hai ek pali hui aur khud ki ladkiyo kya hai unhe to biya ke dusrey ghar jana hai aur ladke to ghar main rehker kamayengey pesa to ghar main aayega

A:- Rashmi behen yeh to soch - soch ka farq hota hai aaj kal ladkiyaa ki bhi naam roshan kerti hai aur aap mere betiyon ki chinta mat keriye vo janti hai unke liye kya sahi hai aur main vahi ker rha hun apni betiyon ke liye jo har ek baap kerta hai

( Rashmi leaves with sad face )

N:- suniye aap shaant ho jaye

A:- nahi noor mujhe gussa aata hai koi bhi meri betiyon ko esa kese bol sakta hai aur Karishma , usko god li hue chee,,

N:- aap kyun apna jee jala rahe hain aap samaj ki vo partha tod rahe hain jo salo se chali aa rahi hai , yeh samajh ladki aur ladkiyon main bhout bhedbav kerta hai samay lagega iss fark ko mitney main par yeh zarur mitega

A:- Haan

(haseena and Karishma hug their father and Chacha Ji)

ks:- aaj ke liye bas itna hi next chapter main Karishma aur haseena ki life main ek bhout bada bumb footney wala hai

Thank you 😊

Vote and comment 😊
If you like it 😊

Vyoshma:- LIFE LINEWhere stories live. Discover now