Sherry apne ghar per pahunchta hai ussi waqt uska pyaara bhanja uss ke pass ata h aur bade pyaar se usse kehta h
Zaid:- mamu, Aaj aap bhut late aye hai .
Sherry:- arey mere pyaarey Aaj thoda sa late ho gaya . Zaid apne mamu ki tarah bhut pyaar se dekhta h aur kehta h ki Aaj meine apne test full marks laye hai. Sherry usse utha tha h aur kehta h ki iss khass achivement ko celebrate to karna hoga mein shower leke ata hu tum nanu ji ke pass jaoo.
Sherry apne kamre mein pahunchta h aur fresh hoker neeche ata hai aur zaid ko bare pyaar se bulata h aur bolta h ki chalo hum ice cream kha kar atey h aur zaid and Sherry ice cream ki shop ke liye nikal jatey hai.
(Sherry ki ammi ki death 7-8 saal phele hi ho gyi thi aur zaid ki ammi abbu ek car accident mein unka inteqal hogaya isliye zaid , Sherry and uske nanu sab ek sath rhtey h aur unki ek pyaari si khala h jinka naam shaziya h jo abhi apni khala ke ghar gyi h )
°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°Next morning
Rumi aapne Ghar se clg ke liye nikal jati h aur Sherry bhi apne ghar se clg ke rawana ho jata hai .At college
Rumi kulsum ke sath college ke gate se dhakhil hi hone wali thi ki uski uski best friend nazar ati h voh uski tarah baggi baggi jati h aur kehti h anam tum . Anam usse kuch der dekhti h fhir kehti h . Haan meine apna college change kar liya tha .tum yaha kya kar rhi ho to anam ko rumi batati h ki mein bhi issi clg mein padhti hu Rumi usse dekh kar bhut khush hoti aur anam bhi bhut Khushi se usse hug karti hai. Anam Rumi se puchti h ki tum ne MBA kar rahi ho to Rumi kehti h aur anam science leke MBBS ki study kar rhi h . Ussi waqt Bell bajti h to dono apni apni class ke liye chale jatey h aur Rumi kulsum ko batati h ki voh anam uski school ki dost h . Kulsum usse kehti h ki tumhari battaon se aysa lag rha tha ki 7 Janam se mile nhi ho .Anam , Sherry ki class mein thi Sherry usse notice karta h ki anam Rumi se bhut baateye kar rhi h .
Sherry usse puchta h ki anam tum Rumi ko janti ho to anam usse kehti h voh meri dost h school ki tab Sherry usse dekhte huey kehta h acha .Rumi ki class khatam hotey h lekin kulsum ki abhi dusri class thi isiliye kulsum ko Rumi ko kehti h ki tum library mein baith jao ussi daoran Rumi library mein chali jati aur vaha baith kar padhne lagti h
Sherry bhi apni class se nikal kar library mein jata h aur voh Rumi ko nhi dekhta h aur Rumi ke pass wali chair per baith jata Rumi usse dekhte hi apni chair se uth kar bhag ne lagti h Rumi itni jaldi mein bhag ti h ki voh apna phone library mein hi bhul ati h aur fhir Sherry samjh nhi pata h ki yeh iss tarah kyu bhag gyi Sherry ki Nazar Rumi key phone per jati h voh usse leke uske pass jata h aur kehta h ki excuse me Zara suno usse Rumi ka naam nhi yaad ata h aur voh sochta h ki kya naam tha uska romaisha. Suno
Rumi uski tarah mudti h aur kehti h ki
Rumi:- kya kaam h mera peecha kyu kar rhe ho.
Sherry usse phone dikhtey huye bolne hi jata h ki Rumi fhir se bolna start kar deti h aur kehti
Rumi:- number chaiye, Allah sharam nhi ati abhi kitna din hi hua hame mile huey Jo tum number bhi mang ne a gaye insaan phele janta h uski pasnd na psnd aur tum bhut straight forward ho. Rumi hastey hue kehti h .
Aur Sherry bas uski baat sunta hi rhta hau aur kehta hai ki
Sherry:- bol liya ki abhi kuch aur bolna hai
Rumi kehti h ki nhi abhi kuch nhi bolna h .
Sherry usska hath pakdta hai aur kehta h Zara dhyn do yeh tumhra phone h mera nhi aur saree ladke number lene ke liye nhi atey h aur itna bura nhi hu mein Jo tum mere arey hi uth kar chali jati h.
Rumi uss waqt bhut guilty feel karti h ki usse itna kuch nhi bolna chahiye tha aur Sherry apni class ki tarah wapis chala jata hai . Aur Rumi usse dekhti hi rh jati hai because voh speechless ho jati h aur fhir voh bhi apni class ki tarah chali jati h .Rumi kulsum se milti h aur puri baat usse batati h ki Sherry se usne kya kya khaha . Aur kulsum uski baat sun kar itna hasti h ki voh apni hassi rok hi nhi pati hai .
Kulsum:- tum na bhut hi alag ho Rumi mein isliye kehti hu zada nhi bolna chahiye lekin tum nhi suhdrogi .
Rumi:- tum has rhi ho tumhe hasi a rhi h mujhe aysa lag meri kitni beizzati ho gyi h kulsum usse kehti h tumhe aysa kyu lad rha h ki tumhari beizzati hui h lagna nhi chahiye kyuki tumhari beizzati hui h .
Rumi usse kehti acha chodo lekin mujhe batao aab mein kya karu kulsum usse bolti h Jake uss se mafi mang log so Rumi bolti h maffi mangni padegi galti to Hui h mujhe se kulsum usse kehti h ki acha chalo hum kuch kha kar atey h mujhe bhut bhuk lagi dono canteen ki tarah chaley jatey h aur dekhte h ki vaha phele se hi sherry baitha tha kulsum usse kehti jao mang lo maffi lekin Rumi kehti h mujhe dar lag rha hai yrr arey sorry bol kar chali ana voh tumhe kha thori jayega . Rumi kehti ki lekin fhir bhi yrr na mein usse janti hu usse maffi kaise mangu kulsum usse kehti h ki chalo bhen maffi baad mein mang na mujhe kuch khane do h yrr mujhe bhi bhuk lagi h mein bhi ja rhi hu khane maffi baad mein mangu gi .Sherry usse dekhta h rhta h usse samjh nhi ata h ki baar baar uski nazar ussi per kyu jati h .
Sherry uth kar jata h Rumi ke pass aur kehta h ki suno kulsum kuch log galti karne baad bhi nhi sochtey ki maffi bhi mangu jati h Rumi kha hi rhi hoti h ki voh ruk jati h aur kehti h ki tum jisse bolna chahte ho seedha bolo na Sherry uss ke kareeb ho kar kehta h ki agar samjh gyi h to maffi bhi mang log Rumi gussey se uth kar kehti h ki nhi mangu gi maffi jao aur Bina khaye apni canteen se nikal jati h aur Sherry aur kulsum bhut haste h . Kulsum Sherry ko kehti hai ki tum usse kyu pareshan karte ho kehta h voh mujhe se chiddti hai to chiddane mein maza ata hai kulsum sab khane ka saman utha ti h aur Rumi ke peecha chali jati h aur Sherry bhi canteen se chala jata hai .Kulsum Rumi ki rokti h aur kehti h ki arey Rumi itna kya gussa bol rha tha maffi mangne mang li hoti konsa tum choti ho jati lekin vaise tum ho choti aab aur kitni choti ho jati . Tum chup rho tum meri dost ho ya uski jo bhut usse bol rhi thi kulsum usse kehti h ki arey yrr jaise tum meri dost hi vaise hi voh bhi Mera dost h . Rumi usse kehti h acha voh tumhara dost uske sath jao kulsum haste huey kehti h arey meri dost tum hi ho meri pyaari dost voh to bas aysi hi dost bana liya mujhe maaf kardo . Acha acha Rumi usse hath dikhtey huey kehti h aur fhir Rumi ko yaad ata h ki usse to bhuk lagi Rumi kulsum se kehti h ki tum khane ki cheeze to lai ho vaha se to kulsum kehti hai ha na mujhe pata tha ki tumhe itni buk lagi thi lekin sirf Sherry ki vajah se tum chali h lekin Rumi Maan na padega gussa bhut h tum mein. Rumi usse kehti h acha baitho aur kaho fhir chalte h ghar ke liye .
Dusri tarah Sherry aur zahid ki alag baatey chal rhi hoti hai .
Zahid ussey kehta h ki jab usse tum psnd nhi to tum usse kyu ladte rhte ho to Sherry kehta h mujhe acha lagta bas acha lagta h usse ladai karna . Zahid usse kehta arey Sherry tum bhi na zahid bhut hi Aram se kehta h ki voh Jo kulsum h na voh mujhe achi lagti h Sherry usse chiddte hue kehta h ki ohhhh mohabbat hogyi kya zahid kehta h nhi aysa kuch nhi hua h broo bas achi lagti h na aur tum kulsum se bolna mat samjhey Sherry . Sherry usse kehta h Haan bhai samjh Gaya nhi bolunga chalo aab time ho rha h Ghar Jane ka zahid uthta h aur kehta hai Haan yrr chalo chalte hai .
YOU ARE READING
Pyaar Ki Anokhi Kahaniya
RomanceHello every one, This is my first novel i was writing i don't know how to write , I'm just trying to write a novel named pyaar ki anokhi kahaniya. Hope u like it keep support. You can give your suggestions on my Instagram handle @deen_e_ishq7