Part - 18

1.5K 181 14
                                    

After sometime the puja started..

Ritwik and Dhara sat with the baby on her lap and Ansh on his lap.

Pandit ji(PJ) to Dhara : abhi aap bache ke kaan mein naam boliye 3 baar.

Dhara did the same.

PJ : abhi zor se naam bataiye..

D : toh maine humare chote se baal gopal ka naam rakkha hai Viaansh, Viaansh Ritwik Noon, mere Veer ka ansh. 🥺

"Thanks soumyasumanc123 for suggesting names. "

R : 🥹 bohot pyara naam hai Laddoo

Dhara smiled.

RM : haan beta bohot hi khubsurat naam hai Viaansh.

RD : han bohot acha naam rakkha hai. Viaansh Noon. Wah.. He will be full of life like his name.

RM : han.

PJ : puja sampann hui.

D : shukriya pandit ji.

After the Puja they did the lunch and rested for some time. In the afternoon also they relaxed and had some family time.

Days were passing like this. A normal life. A happy family. They miss Ranveer but "jeena issi ka naam hai". Ansh is getting protective towards his brother. Ritwik's love is increasing day by day without any expectation. And Dhara, she still misses Ranveer but now she doesn't cry. She accepted her destiny. Now she remembers Ranveer with smile. But still she thinks of Ritwik as a friend. But she was happy to get him as husband.

Days passed, weeks passed, months passed or we can say six months passed like this. One day Ritwik got a call from his USA office that he has to look after one issue there. The issue has been escalated so badly that he needs to be there physically to solve it. He did not want to go. But the work is also important.

In the dining table,

R : Mom, Dad, mujhe important kaam se US travel karna hoga.. Mmm main parso nikal raha hu.

RM : ja hi raha hai toh Dhara aur baccho ko bhi leke ja. Ek outing bhi ho jayegi..

R : par Mom, abhi Viu ko leke bahar jana ..

RM : kuch nahi hota.. direct flight mat lena.. 6 months ho gaye hai.. kuch problem nahi hoga..

R : nahi matlab abhi bhi Sarah ka kuch pata nahi chala. Toh main kahe raha..

RD little loudly : Sunny bohot hua chup chup ke rahena.. ek saal hogaya .. Dhara ghar se thik se bahar nahi ja pati, kisise mil nahi pati, aur Ansh uska khelna kudna, extra curricular activities sab toh tune bandh karke rakkha hai.. aise badenge bache? Arre baccho ko toh iss waqt khel kund karna chahiye, naye dost banane chahiye.. par nahi tere darr ki wajah se sab log sirf ghar mein rahete hai .

R : nahi Dad.. sach mein risky hai unka bahar nikalna..

RD : acha? Agar ghar pe hi wo aake hamla kare toh? Ghar bhi chor de kya aab?

R : ...

RD : nahi .. bol na aab..

R sighed : aaplog bohot precious ho mere liye. Main aaplogo ko kho nahi sakta..

RM : par beta sari zindagi aise chup chup ke rahe nahi sakte na beta..

R : par Mom..

RM : main kuch nahi sunne wali.. Dhara aur bache tere sath ja rahe hai..

D : rahene dijiye na Maa.. hum jayenge uske sath toh wo kaam pe mann nahi laga payega.. humari chinta hoti rahegi..

RM : wakalat bahar karna tu .. uska wakil mat bann.. teri wajah se yeh itna bigad gaya hai. Tu kuch bolti kyun nahi? Haq toh jata.. isko pata hai Mom Dad ke samne Dhara ko khara kar do bas sab maan jayenge hum.. par iss bar aisa kuch nahi hone wala.. aur tu Sunny, kyun unko sath leke nahi ja sakta? Mujhe toh laga tha mera beta itna toh strong hai ki wo apni biwi bacho ka khayal rakh lega.. par tu toh kamzor lag raha hai. Beta family ko taqat bana kamzori nahi.. kya pata agar tu waha akela gaya aur inha Dhara ke paas koi nahi hai yeh sochke usne hamla kar diya toh? Beta hone ko toh kuch bhi ho sakta hai na?

JeevanSangini ✅Where stories live. Discover now