Aaj me finally keh skati hoon ki mera actual me koi past nahi hai , mene esa koi galat kaam nahi kiya , mene hamesha vahi kiya jo mere mom dad ne mujhe kaha Jo mere sanskar hai
Mene 18 saal ki umar tak koi ek bhi ladke se eye contact bhi nahi In fact me to apne cousins brothers se bhi dhang se baat nahi karti thi
Par kyu ?
Reasons kai hai
Jese ki main apne character ko diamond ki tarah pure rakh na chahti thi Me apne sanskar ko kabhi nahi bhulti thi Iss generation me jaha 5 std se lekar har ek teenagers ke boyfriends and girlfriends hote hai vaha me bas apni sweet si family ke sath badi hoti thi Haa yeh bhi keh sakte hai ki me esi isliye thi kyuki mujhe pehle khud par bilkul bhi confident nahi tha Khudh pe bilkul bhi self respect nahi thi Khud ko almost nafrat karti thi Naa meri zyada friens thi Aur na hi hi me social thi Aap yeh bhi keh sakte ho ki me ek introvert thi
Par jese har ek insan ki life me chota bada twist aa hi jata hai vese hi meri life me bhi ek twist aya bohot bada twist !!!!!!!!
Hii everyone !!!
Me hu Kiara Advani
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Abhi bas 17 saal ki hoon par maturity 27 saal ki ladki jesi hai !! Kyu ? Are kyuki mene apni life ki har ek choti aur badi baat apne parents ke sath share ki hai ! Are me to yeh bhi share karti thi ki meri har ke friends ke boyfriends hai sab bas double meaning ki baate karte hai ! Blah blah blah .... Aur yeh sari baate sun kar meri mummy mujhe us me se hamesha sahi sikh deti ! Agar meri life ki pehli best friend koi ho to vo bas meri mummy hi hai ,
Bachpan se lekar aaj tak mene apni har ek baat kehte kehte Aur mummy se sikh lete lete mene aaj tak pyar me girne ki kosis hi nahi ki kyuki mujhe pata hai ki this is not love its just an attraction !!! Aur Kyuki mujhe meri mummy pe pure pura trust tha ! hai ! aur rahenga ,! Is liye mene aaj tak kis bhi ladke se baat to kya eye contact bhi nahi kiya !!!!
Par Kiara aaj yeh kar bethi jiske baare me koi soch bhi nahi sakta
Kiara ki kahani 23rd August se start hoti hai.........