Chapter 5b

20 3 13
                                    

Nilamma, Tusshar and Rashmi came there.

N~us ne tere baap ko maar daala, tujhe aur Khushi ko maarne ki koshish ki

S~us ne mujhe aur Khushi ko maarne ki koshish ki, wo ye baat maan chuka, lekin us ne papa ko nahi maara hai, jaane se pehle wo badal gaya, wo Raghav waisa ban gaya jaisa main chahti thi ke wo ho, ab toh Raghav ki aatma bhi ja chuki

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

S~us ne mujhe aur Khushi ko maarne ki koshish ki, wo ye baat maan chuka, lekin us ne papa ko nahi maara hai, jaane se pehle wo badal gaya, wo Raghav waisa ban gaya jaisa main chahti thi ke wo ho, ab toh Raghav ki aatma bhi ja chuki. Akela kar gaya wo mujhe.

An~kya tu hum se nafrat karti hai? (Siya looked at her) kiun ke humare he haatho'n wo mara

S~toh aur aap log kya kartay? Agar aap log aisa na kartay toh wo mujhe maar deta, Khushi ko maar deta. Lekin... us ki maut dekhne se toh better yahi tha ke main he mar jaati. Us ki harkato'n se bohat hadh tak nafrat ki, us ki wajah se hurt bhi hui, us se door jaana bhi chaha, usay khari kothi sunaai bhi bohat lekin ek din us ka mara hua munh dekhna paray ga, ye maine kabhi nahi socha tha.

She cried more and more.

T~ab isay us ke karmo'n ki saza samajh lijiye, ya phir apni badkismati

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

T~ab isay us ke karmo'n ki saza samajh lijiye, ya phir apni badkismati. Hairaani ki baat hai ke us jaisa bura insaan aisi sunehri kismat le kar paida hua ke usay aap mil gaye, aur aap jaisa achha insaan aisi kaali kismat le kar paida huay ke aap ko wo mil gaya

 Hairaani ki baat hai ke us jaisa bura insaan aisi sunehri kismat le kar paida hua ke usay aap mil gaye, aur aap jaisa achha insaan aisi kaali kismat le kar paida huay ke aap ko wo mil gaya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

S~lekin humesha maine bhi usay apni sunehri kismat maana hai, mere liye wo bhi meri poori dunia tha.

Rm~di ab jaane walay ko koi rok saka hai aaj tak?

Tera Mera Hai Pyar Amar (complete)Where stories live. Discover now