Chapter 7b

11 2 2
                                    
Later, Raghav went home and met Risha and Pallavi.

R~maa, nani maa, main aaj us se mila, main Siya se mila, aisa laga he nahi jaise hum pehli baar mil rahay hain, chehre pe ek smile jo dil chura leti hai, aankho'n mein ek chamak, urti hui zulfein, wo... wo chahiye mujhe

Pallavi and Risha smiled at each other

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Pallavi and Risha smiled at each other.

P~agar teri kismat mein hui, toh tujhe zaroor milay gi

R~main toh pehle he usay apni kismat maan chuka nani maa

Rsh~aur wo? Us ka kya?

R~us ka mujhe nahi pata

Rsh~bas phir, pyaar 2 tarfa hona bohat zaroori hai

R~ho ga ho ga, zaroor ho ga

P~chal ab so ja, (she took his head in her lap) nani maa ki lori sunay ga aur soye ga toh khwab mein bhi wohi aye gi

R~toh sunao na nani maa, maa se bhi achhi lori aap ki hai

She sang for him.

Chanda hai tu mera suraj hai tu

Ho meri aankhon ka tara hai tu

Chanda hai tu mera suraj hai tu

Ho meri aankhon ka tara hai tu

Jeeti hoon main bas tujhe dekh kar

Iss toote dil ka sahara hai tu

Chanda hai tu mera suraj hai tu

Raghav got blurry flashbacks.

R~ye lori koi aur bhi gaata tha mere liye shayad

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

R~ye lori koi aur bhi gaata tha mere liye shayad

P~main he gaati thi, (he looked at her cluelessly) so ja

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

P~main he gaati thi, (he looked at her cluelessly) so ja

She made him sleep.

Rsh~maa, Raghav ko jab sab yaad aye ga us ke pichhle janam ka, toh kya wo nafrat karay ga hum se?

P~kis baat ki nafrat? Maanti hoon ke is ke pichhle janam mein maine, Siya ki dadi ne aur Siya ki maa ne isay naar daala tha, lekin ye bhi galat kar raha tha, main is ko chhor kar gayi he kiun thi? Ek achhi maa nahi bani main, tujhe pyaar kiya lekin isay khud se door kar diya

P~kis baat ki nafrat? Maanti hoon ke is ke pichhle janam mein maine, Siya ki dadi ne aur Siya ki maa ne isay naar daala tha, lekin ye bhi galat kar raha tha, main is ko chhor kar gayi he kiun thi? Ek achhi maa nahi bani main, tujhe pyaar kiya leki...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rsh~maa, ye aap ka pota nahi, balkay aap ka beta hai, is janam mein toh aap ne isay khoob pyaar kiya na? Bas phir, ye kabhi nafrat nahi karay ga hum se

Pallavi nodded hopefully.

Tera Mera Hai Pyar Amar (complete)Where stories live. Discover now