Chapter 3

24 3 23
                                    

Days passed by, Siya had somewhat recovered from the accident but her memory still had no improvement, she did get blurry flashbacks of Raghav's death and everytime she saw it, she panicked and cried not being able to bear it. She was resting with her eyes closed.

Suna gham judaai ka uthaate hain log

Jaane zindagi kaise bitaate hain log

Din bhi yahan toh lagay baras ke samaan

Humein intezaar kitna ye hum nahi jaante

Magar jee nahi saktay tumhare bina

Humein tum se pyaar kitna... (Humein tumse pyar kitna from movie Kudrat)

Siya opened her eyes and sat up as she heard the song.

S~Raghav? Ye toh... ye toh Raghav ki aawaz thi, par Raghav toh wahan hain Jindal house mein... kaheen wo yahan toh nahi aa gaye mujhe lene?

She smiled and got off the bed and rushed out to see if he's there but got disappointed seeing him nowhere.

S~Raghav, kiun nahi ho aap yahan? Ek second, agar main he itna miss kar rahi hoon un ko, toh wo bhi mujhe miss kar rahay hongay na? (she looked in the kitchen and saw Anupama busy and even Tusshar and Rashmi were busy fighting over petty issues, dadi was engrossed in her religious activities) main chupke se chali jaati hoon, nahi, kisi ko toh batana ho ga, warna sab bekaar mein pareshaan hongay

She walked to dadi.

S~umm.. Dadi

N~beta ab tu agar wohi kehne ayi hai na ke Jindal House jaana hai, Raghav ki yaad aa rahi hai wagaira wagaira, toh dekh aaj toh main tujhe bilkul jaane nahi doon gi, chup kar ke yahan reh hum sab ke saath, bohat maala jhap li Raghav ke naam ki

S~dadi, aap log ne kaha tha kuchh din rukoon, main ruki na? Bas ab toh jaane dijiye

N~kiun? Yahan rehne mein kya dikkat hai?

S~dikkat nahi hai, jaise aap sab ki taraf mera farz banta hai, waise Raghav ki taraf bhi...

N~kaun sa farz? Kaisa farz? Us ne aaj tak nibhaya kabhi apna farz? Ye ek tarfa rishta hai samajh is baat ko, maanti hoon tu bohat pyaar karti hai us se, lekin wo nahi karta

N~kaun sa farz? Kaisa farz? Us ne aaj tak nibhaya kabhi apna farz? Ye ek tarfa rishta hai samajh is baat ko, maanti hoon tu bohat pyaar karti hai us se, lekin wo nahi karta

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

S~agar nahi karta toh kabhi meri yaad usay nahi aati dadi

An~rehne do maa, wo ja kar rahay gi, usay ek baar jaane he dijiye, thori der jaaye gi phir khud he wapis aa jaye gi, ja Siya

An~rehne do maa, wo ja kar rahay gi, usay ek baar jaane he dijiye, thori der jaaye gi phir khud he wapis aa jaye gi, ja Siya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Tera Mera Hai Pyar Amar (complete)Where stories live. Discover now