Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee baad marne ke
Mere har ek kal har ek lamhe meinTu likh de mera use
Har kahani mein saare kisson mein
Dil ki duniya ke sachche rishton mein
Zindgaani ke saare hisson mein
Tu likh de mera usseAye khuda aye khuda
Jab bana uska hi banaAye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Uska hoon usmein hoon
Us se hoon usi ka rehne de
Main to pyasa hoon, hai dariya wo
Zariya woh jeene ka mereMujhe ghar de gali de shahar de
Usi ke naam ke
Kadam yeh chalein ya rukein
Ab usi ke waasteDil mujhe de agar dard de uska par
Uski ho wo hansi goonje jo mere gharAye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi banaMere hisse ki khushi ko hasi ko
Tu chahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi
Par yeh mujhse waada karUske ashkon pe gamon pe dukhon pe
Har uske zakham par
Hak mera hi rahe har jagah har ghadi
Haan umar bhar
Ab fakat ho yehi woh rahe mujhmein hi
Wo juda kehne ko bichde na par kabhiAye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi banaMeri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee baad marne ke
Mere har ek kal har ek lamhe mein
Tu likh de mera useAye khuda aye khuda aye khuda
Aye khuda aye khuda
KAMU SEDANG MEMBACA
lirik lagu india 🇮🇳
PuisiAyo silakan di lihat liriknya sambil mendengarkan lagunya,tingal cari sesuai huruf aja gampangkan. *kalo klian suka india apa salahnya lah untuk meng vote setiap lirik lagunya:) Jangan lupa di tambahankan ke perpustakaan kalian ya😊request juga bol...