her regret feeling

188 21 28
                                    

Continue

Class over bell rings... Aadya quickly gets separated from Arjun...

Aa : class over ho gai ....

Aj : wse dance kaafi acha karti ho tum...

Aa : thankyou....mai chalti ho ...Mira chale

Mira ; haa

Both leaves.....

All the students leave... Ranvijay comes to Arjun...

Ra : yeh sab tune hi Kara h na ....

Aj : nahi toh

Ra : jada smart na ban ... samjha

Aj : smart toh mai pehle se ho ... samjha...or rahu baat yeh sab ki toh haa kara h Maine sab ..

Ra : tu kab tak.....kab kab uske sath rahega....kabhi toh akeli hogi woh ....

Aj : woh akeli nahi h .....mai ho uske saath....

Ra : tu kar hi kya payega...

Aj : tere se usko bachna h bas ....or yeh kaam toh pehle bhi Kara tha maine .....

Ra : us time tera luck acha tha .... zaroori nahi is baar bhi ho ....

Aj : luck ki zarurat tere jese logo ko padhti h ... mujhe nahi

Ra : lagta h ..... pehle ki haar bhol gaya

Aj : sab yaad h or uska badla bhi le kar rahuga tere se .... promise... Now excuse me....

Arjun leaves...

In night.....

Aadya is at home...and waiting for her mother to come from office.
....

Aa : aaj itna late ho gaya hai.....maa aai nahi abhi tak..... phone bhi nahi lag raha hai....

Aadya is roaming here and there in the House

Aa ; Mai bahar dekh kar aati ho unko....

Aadya is about to go out when the doorbell rings...

Aa : lagta h maa aagai ...

He goes and opens the door... Arjun is there at the door with her mother...who has given support to his mother...his mother is a little worried or she is slightly hurt.

Maa : maa !! ....kya huaa ...

Aj ; pehle inko bethe do ....

Together they make mother sit on the sofa.

Aa : kese huaa maa yeh sab ...bolo ...or tum kya kar rahe ho meri maa ke saath....kahi tum ne toh nahi kara yeh sab ...bolo ..

Maa : are nahi aadhya...kya bol rahi h ....esa kuch nahi hai.....isne toh balki mujhe bachya hai....

Aa : kya matlab

Maa : meri texi kharaab ho gai thi...toh ...mai sadak par dusri texi ka wait kar rahi thi .... achnk se mujhe chakkar aane Lage me ..... Mai gir gai ....toh yeh aaya mujhe uthaya hospital leke Gaya ....ilaaj karwaya...or fir ab Ghar leke aaya h ....

Aadya looks at Arjun...there is regret in her eyes.

Aa : thankyou...

Aj ; koi baat nahi.... aunty ji ab mai chalta ho ...

Maa : ese kese beta ....tum ne itni madad Kari meri ....kam se kam ek cup coffee toh pee lete

Aj ; nahi aunty ji ...fir kabhi ...abhi chalta ho....aap apna khyal rakhna.....
Arjun takes one look at Aadhya and walks away....

JUNOONIYAT...... tujhe paane ki Where stories live. Discover now