he saved her

188 23 23
                                    

Continue

Both are still in Arjun's house.....

Aa : mai chalti ho....

Arjun feels as if someone is watching both of them....

Aj ; Mai tumko Ghar chodd deta ho ..

Aa : are nahi nahi ....koi zarurat nahi h mai chali jaungi....

Aj : zaruri h .....

Aa : pass me hi toh Ghar h ...kiyu itna pareshan ho rahe

Aj : maine bola ki mai pareshan ho raha ho ....nahi na...chalo ...

Aa : Lekin..

Aj : ssshhhh....chalo ...

Both of them come out of the house... and walk towards Aadhya's house....

Aa : itna pass h Ghar ... chodne ki kya zaroorat h

Aj : khatra pass ya dur dekh kar nahi aata h ....

Aa : khatra .... mujhe kesa khatra

Aj : tum nai aai ho na ....yeh shere jitna khubsurat h utna khatarnak bhi h ....har jagah ache bure log hote h .......yaha bhi h ....

Aa ; matlab

Aj : yaha aaye din ladkiyo ke sath chedkhani hoti h....raat ko .... isliye bol Raha ho ....

Aa : koi kuch karta kiyu nahi ....

Aj : or tum chup rehti kiyu nahi....

Aa : maine kya bola

Aj : wahi toh ...bolti rehti ho thoda shaant bhi raha karo ...woh dekho tumhara Ghar aagya.....jaao ...or subh hi nikalna

Aadya makes a strange face...

Aj : bye ....

Aa : bye ....

Aadya goes inside the house...

Aj : mujhe pata hai.....tu yahi kahi h ......par mere hote huy tu kuch nahi kar payega....

Other side

"Sardar woh arjun or "

Ra : dono saath they .....yeh hi na

" Haa "

Ra : koi baat nahi......abhi meri shaktiya jada nahi h isliye woh arjun soch rha hai ki woh mujhse Aadhya ko bacha lega ....

" Toh abhi kya "

Ra : meri is halt ka fayda woh jada din nahi utha payega.....or rahi baat aadhya ki ....toh woh insaan h or insano ko fasana bohot hi aasan hota h ...... Uski shuruwat kiyu na kal se jaaye .....

" Zaroor sardar"

Next day....

In college...

Mira and Aadya are sitting and talking to each other...

Mira : thank God... tujhe realise toh huaa ki ... Arjun bura nahi h ...

Aa : haa baba tu hi sahi thi ....

Mira : wse....tu toh badi Lucky nikali

Aa : kya matlab

Mira : sidha Arjun ke Ghar hi poch gai .....baaki ladkiyo ko pata chala toh bichari jal kar raakh ho jaygi

Aa : woh mummy ne bola isliye gai ...or kuch nahi

Mira : acha kya baatein Kari tum logo ne

Aa : kuch khas nahi h ..... mujhe bol raha tha ki mai bohot bolti ho ...bata yeh yeh koi baat hui

JUNOONIYAT...... tujhe paane ki Where stories live. Discover now