Maya started sanyukta randhir aisa nai tha buss past mein ussne bahot kuch saha tabse usse relationship pyaar care sabse bharosa utthchuka hai kaafi log kehte hai past mein jo hua so hua aagey badjaao par Jo sehta hai usse hi pata hota hai ek ek pal kaantna kittna mushkil hota hai.Hum basically dehradoon ke hai mere dad vaah pe ek industry mein acche post pe the vo bahot sidhe insaan the unhe kabhi bhi galat tarikese karna bilkul pasand nai tha. unki soch thi SIMPLE LIVING HIGH THINKING .He got married to a beautiful girl but with different thinking apart from his theirs was arrange marriage.papa unke wife se bahot pyaar karte the aashiqui thi unhe unse .vo humesha kehte the tum apni mumma ki reflection ho bilkul unki tarah ho.jab mein school Jaana start kia tab sab apne chote bhai ya behen ke bare mein baat karte the .jab mein 6 yrs ki thi tab maine zidd pakadli ki mujhe kahise bhi abhike abhi chota Bhai chaie meine bahot zidd ki tab papa ki wife ne mujhe maara par papa ne bacchalia tha .humesha papa mujhe baccaha te the main roti toh voh hasaate agar main darrjaau toh vo mujhe sambhaalte papa aur mera bond kaafi strong tha .ek din jab mein school se ghar aayi tab mujhe pata chala ki humaare ghar ek chotu baby aanewaala hai mein humesha papa ki wife k aàgey picche ghumti aur puchti thi kab aaega aur boy ya girl hoga vo khaana kaise khaàta hai n bahot saare aise stupid sawaal .jab mein 9yrs ki thi tab ek chotu baby boy humaare ghar aaya itta cute tha vo mujhe humesha usse lene ka Mann karta par koi deta hi nai tha ki kahi mein gira na doon humne usska naam randhir rakhdia .randhir thodha weak tha issiliye vo humesha papa ki wife ke saath hi rehta vo dono jyaada close the mujhe ek naya human khilona millgaya tha aise hi ladte jhagadte hum bade hogaye .vo din randhir ke life ka best din tha Jo ek bhayanak din mein badalgaya randhir ka 10th bday tha subahse hum sab excited the randhir ka bday cake humesha papa ki wife laati thi par subah se vo kahi gayi hui thi .randhir ready hokar baitha hua tha sab friends relatives a aye hue the par cake n papa ki wife hi nai the thodhi der baad papa ko ek call aaya usske baad papa behosh hogaye unhe hospitalized kia gya .mein randhir ko lekar ghar gayi toh Dewarpar likha tha "bhagodhi biwi ka ghar "aur papa ki wife ka sketch banaya tha .humaari life puri Torah badal gayi koi humse baat nai karta tha mere college se notice aaya tha ki Mujhe college chodna hoga .papa ki wife apne kisi lover ke saath chali gayi toh usski sazaa Hume milrai thi papa hospital se a aye toh vo bahot depressed the randhir issvajah se kaafi affect hua tha usse school mein roz chidaaya jaata tha ek din usske school shirt per "bhagodhi ka beta" aisa likhdia gaya uss incident ke baad vo puri tarah tutgaya ussdin ke baad muskuraana bhulgaya galti kisi aur ki thi par saha humane. papa workaholic bangaye the subah jaate aur shaam ko aate na humse baat karte na Hume dekhte hum dono Mom dad hote hue orphan ki life jeerahe the .mein college nai jaati thi buss exams deti thi randhir ki school change kardia tha phirbhi randhir ki masumiyat khochuki thi vo bahot aggressive bangaya tha .vardhaan aur unke papa ek din ghar aaye hue the vardhaan ke papa mere papa ke best friend the .tabhi ek aunty aayi aur unhone mere papa se kaha ki ek sharabi ladka hai Jo mera hath thaamne ready hai kyunki koi bhi accheghar se mere liye proposals nai aanewaala kyunki vo kehte hai 'Maa bhagodhi hai toh beti bhi vaisi hogi' ......par vardhaan ne ussijgaha mera haath thama aur aajtak mere saath hai ...par jab randhir 17yrs ka tha usske baad vo puri tarah badalgaya aur humaari zindagi bhi badalgayi ....ussidin se randhir ko paincattack aate hai....A/n :in a family a wrong step of any family me member cause others a huge loss ....Precap:reason behind the panic attack [I m not murderer] what made him think this Socho socho aur comment karo
आप पढ़ रहे हैं
KYUN DARD HAI ITTNA TERE ISHQ MAIN
Fiksi Penggemar#Completedff Randhir and Sanyukta got married under circumstances Sanyukta tried to work on this bond but apparently failed due to randhir's doubtful nature and obsessive behaviour. Should she leave him or stay with him through thick and thin...