Pov in uk london
Saida is ayesha's aunt and umair is ayesha's uncle her father brother and aima is her cousion
Subah ki roshni oski hazel brown ankho per perti hai or wo ek dam se othti hai
"Uff meri namaz ke liye ankh kese nahi khuli"
Wo namaz ki pabandh thi bhale hi wo uk mai rehti ho
Lekin ose zyada der nahi hui hoti wo jaldi se namaz perti hai or niche aati hai
"Bohut jaldi oth gai ho tum"
Oski mami yani saida bolti hai"Aj ankh nahi khuli"
Ayesha nazre jhukaye bolti hai"Ainda na ho aisa"
Wo bas sahi salok hi kerti thi magar oske uncle umair os se bohut pyar kerte the
"Apne uncle ko nashta do unhe office bhi jana hai"
"Jee mai abhi deti ho"
Phir wo jaldi se onko nashta deti hai
Or aima ko othane chali jati hai jo high school mai perti hai
Wo oske mo se chaddar hatati hai
"Otho otho jaldi tumhe der hojai gi"
Wo aima wo zor se hilate hue bolti haiAima ek dam se oth ker bolti hai
"Hai kia hua kia hua"
"Kuch nahi jaldi otho school nahi jana kia"
"Shukar hai is saal jan chut jaye gi meri school se"
"Phir universcity mai bhi to jana hai"
"Acha oska mai baad mai socho gi aj mai aakar apne poetry sunao gi apko jo maine likhi thi kal raat ko"
"Acha acha suna dena"
Phir wo niche aati hai
"Aima oth gai"
"Jee oth gai"
"Acha"
Dosri tarf
Ameer baap ki bigri hui olaad jo na hi kisi ki sunta hai apni marzi kerta hai or jo cheez ek baar ose achi lag jaye wo ose hasil ker ke hi dam leta hai
Maid aati hai noah ke room mai
Oski grey ankho per roshni perti hai or wo bolta hai
"Kia masla hai ab tumhe"
"Mr anderson apko bula rahe hai"
"Acha ab jao yaha se"
Wo thori der baad niche aata hai
"Jee dad"
"Kia tumhe phir se bike riding ki or over speed bhi"
"Kia maine?? Nahi to"
"Mujhe sab bata dia hai butler ne"
"Dad mujhe bike riding ka bohut shok hai apko to pata hai"
"Lekin agar tumse accident hogaya to phir kia jail jao ge tum"
"Dad relax mai kisi ka accident nahi karo ga "
"Acha aj mere sath office chalo ge tum mere baad tumhe hi to ye company sambhalni hai"
"Achaa dad "
Wo mo banate hue bola"Or ha kal hamari company ko 21 saal hojai ge to maine ek party organize ki hai or tum bhi aao ge"
Dosri taraf
Pov 4 pm
Ayesha quran pak ki tilawat ker rahi hoti
Tabhi saida yani oski aunt kamre mai aati hai"Acha suno beta abhi aima ko school se lekar aajao driving to tumhe aati hi hai"
"Jee abhi lekar aati ho"
Phir wo ose school se lekar aati hai
Kuch der baad
Uncle umair bhi ghar aajate hai
"Acha suno"
Wo aunt saida ko bolte hai"Jee"
"Kal mere boss ki company ko 21 years hojai ge to onho ne bohut bari party organize ki hai to ham sab bhi invited hai"
"Acha"
"Or ayesha bhi jai gi hamare sath or tum log ache se dresses lekar ajao kal ke liye"
"Acha"
Phir wo opar aati hai jaha ayesha or aima hote hai
"Tum dono suno"
"Jee"
Wo dono ek sath bolti hai"Kal hame ek party mai jana hai to hame aj shopping ke liye jana hai"
"Achaa jee"
Wo dono exicted hoker boliPhir wo dresses leker aajati hai
Wait for next chapter
YOU ARE READING
پاک محبت
Randomits a novel about a boy name noah anderson who converted into islam for her and a girl name ayesha ahmed who is innocent and her parents are not alive because of a car accident I dont find a perfect genre for this Its the mixture of all genre i ho...