Hum roz metro station pe unki raah dekhte the, bas unki ek jhalak dikhjaye toh hum sookun ki neendh so sakte the. Par pata hi nahi chala intezaar karte karte ye silsila kab apne mukaam thak pohoch gaya. Ab aur intezaar nahi karsakti kyuki vo ab aayenke nahi
Khafa hone lage ab hum tumse,
Inteha ke dehliz pe khade the hum kabse.
Sawal hai ki, Vo pyaar jathaya kyu,
Jo kabhi hua nahi?
Kam se kam aaj mukht toh hothe tumhare is gham se.
आप पढ़ रहे हैं
UNKAHI BAATEIN (Shayar ki Diwan)
PoetryI write shayaris in my free time. This is the collection of all the best ones I've written It mainly consists of the ones that reflect on modern relationships and heartbreaks- to which all of us relate at some point of time I craft brief shayaris...