2 saal pehle likha tha humne ye sher, aaj bhi bhot pyara lagta hai
Suraj doobne ka intezaar hai,
Kyunki aati hai meri Chanda.
Par duniya kahe, suraj chand mein farak hi kya,
Toh sunlo.
Suraj toh roz hi prabha failaye,
Magar andhere ke khauff se bachati hai meri Chanda
आप पढ़ रहे हैं
UNKAHI BAATEIN (Shayar ki Diwan)
PoetryI write shayaris in my free time. This is the collection of all the best ones I've written It mainly consists of the ones that reflect on modern relationships and heartbreaks- to which all of us relate at some point of time I craft brief shayaris...
MERI CHANDA