DHOKHEBAAZ 23.0

503 73 56
                                    

The previous 22 chapters of this story are in another book with the same title .

RR Mansion

Pallavi:- she was already feeling guilty for misjudging Raghav & now this new act of Jaya made her even more sad . She is holding back her tears .

Jaya:- Raghav tu khada kya hai lekar ke ja Niharika ko apna room me

P:- now she runs upstairs & locks herself in a room & starts crying

Raghav:- notices that the kids are there so he doesn't want to react in front of them. He simply walks towards his den.

J:- ja beta tu bhi Raghav ka sath jaane ka

Nikharika:- follows Raghav

R:- he comes to his den

Ni:- comes behind him ..Hi Raghav

R:- locks the door

Ni:- yeh aap kya kar rahe hai

R:- mera baat dhyan se sunne ka , mai already married hai

Ni:- haan mai janti hu , aur aapke teen bachhe bhi hai yeh bhi pata hai mujhe .

R:- toh ek baat aur jaan lene ka , mai apna wife Pallavi se bahut pyar karta hai aur mai uska alawa kabhi kisi se shadi nahi karega . Toh agar tumhare ko apna aur apna maa baap ka insult nahi karwane ka hai toh chup chap yahan se nikal lene ka aur dubara kabhi nahi aane ka

Ni:- lekin aapki amma ne toh kaha tha ki aapki dusri shadi honi hai

R:- amma ne bola tha na toh ja kar ke amma se hi shadi banane ka , mera dimag nahi kharab karne ka ..chalo ab nikalo yahan se..

Ni:- comes back to the hall. Chalo amma appa , hume ab yahan aur nahi rukna hai . Mai koi aisi waisi ladki nahi hu . I am a bloody neuro surgeon, mujhe koi jarurat nahi hai aise adami se shadi karne ki jisko baat karne tak ki tameez na ho .

J:- kya hua ...kya bola Raghav ne

Ni:- jab aapka beta shadi ke liye taiyar hi nahi tha toh aapne mujhe aur family ko kyu bulaya? Humari insult karne ke liye ? She leaves with her parents.

J:- Raghavvvvv

R:- comes back .. Rajan

Rajan:- ji anna

R:- bachho ko bahar lekar ke jaane ka aur unka sath khelne ka . He gives him a signal

Rajan:- ji anna samjh gaya . He follows the instructions

R:- yeh tum kya karna chahta hai

J:- tera shadi karwana chahta hai , phir se tera ghar basta hua dekhna chahta hai  . Aur kya kami tha us ladki me . Achha khasa dikhta hai , dimag ka doctor hai, achha pariwar se bhi hai aur usko tera pehle se shadi shuda hone aur bachho se koi dikkat nahi hai. Arey woh toh apna padhai aur career me laga reh gaya isiliye thoda late shadi kar raha hai , warna toh ab tak uska kisi achha jagah shadi ho gaya hota.

R:- tum na sathhiya gaya hai .. budhapa sir chadh gaya hai tumhare . Us dimag ka doctor se apna ilaaz karwa lene ka. Tum janta hai ki mai Pallavi ka alawa kisi aur ka baare me soch bhi nahi sakta hai phir bhi dusra jagah mera shadi ka baat kar raha hai .

Mai agar Hyderabad wapas aaya hai toh sirf Pallavi ka liye. Aaj maine apna sach saabit kar diya , aur ab Pallavi ko bhi pata hai ki sach kya hai. Usne past me jo kuch bhi kiya woh sirf ek galatfahmi ka wajah se hua . Mere ko aur usko fasaya gaya tha .

J:- mana usko galatfahmi ho gaya tha lekin eska yeh toh matlab nahi hai na ki woh sabka sath badtameezi se rahe . Dusro ko galat dikhaye . Agar usko ek baar galatfahmi hua toh dubara bhi toh ho sakta hai na , tab woh phir se apna purana roop me aa jayega .

The One Shot Series "RAGHVI" Part:-2 Where stories live. Discover now