DHOKHEBAAZ 26.0

251 62 38
                                    

In the guest house ..

Raghav & Pallavi:- turn & look at their kids who are looking at them with wide open eyes

Rohan:- ab toh baba ne aai ko lips per kiss bhi kar diya

Bulbul:- eska matlab ab mummy aur papa hamesha sath rahenge

Chulbul:- aur hum bhi unke sath rahenge

R:- nahi nahi ...tum logo ko toh alag rakhna padega

C:- woh kyu

R:- warna tum logo ka wish kaise pura hoyega , chhota baby mangta hai na

Kids:- haan

R:- toh thoda duri bana ke rakhna padega

Kids:- run towards Raghvi & caged them , hum kahin dur nahi jayenge .

Milli & Jackie:- also joined kids

R:- phir toh chhote baby ke sapne hi dekho tum log

Ro:- jo sapne dekhte hai unhi ke sapne sach hote hai

R:- bahut badi badi baat karta hai tum toh

Ro:- chhota bachha samjh kar mujhe halke me nahi lene ka

R:- chuckles

A week later ..

Finally Raghvi are getting married again ...RR Mansion is decorated beautifully for the occasion.

Raghav's Room..

R:- toh kaisa lag raha hai mai

Rohan:- very handsome baba . He gives him a flying kiss

B&C:- per mummy toh aur bhi jyada beautiful lag rahi hai

R:- achha , toh ek photo kheech kar laane ka apna aai ka

B:- nahi

C:- dadi ne mana kiya hai

B:- shadi ke time hi mummy ko dekh sakte hai

R:- makes a pout

Ro:- bas thoda sa wait kar lo baba

R:- ab karna hi padega

B:- ab hum bahar ja rahe hai .

Kids:- leave

R:- looks into the mirror & talks to himself.. itna saal ho gaya , per aaj bhi tumhare ko dekhne ka excitement pehle jaisa hi hai .

On the other side ...

P:- she is also ready in her bridal attire

Jaya:- kisi ka nazar na lage

Tara:- kisi ki nazar toh already lag chuki hai , woh bhi saalon pehle

Kirti:- yeh toh sahi baat kahi

P:- blushes hard

T:- dekho toh vadina aaj bhi nayi naveli dulhan ki tarah sharma rahi hai

J:- achha tum log ab jyada chhedo mat mera bahu ko , warna esko gussa aa gaya toh tum logo ka shamat aa jayega

T:- chalo hum log bahar hi chalte hai ..

K:- haan

J:- hugs Pallavi , ab kabhi yeh ghar chhor ke nahi jaane ka

P:- mai toh marne ke baad bhi es ghar me chudail ban kar ghumungi

J:- yeh marne wala baat nahi karne ka ... Mera dil Madhuri ka jaisa dhak dhak karne lag jata hai

The One Shot Series "RAGHVI" Part:-2 Where stories live. Discover now