DHOKHEBAAZ 24.0

360 67 42
                                    

Next Morning...

Kids are not talking to elders & boycotting them to show their anger .

Jaya:- dekho aaj mai tum logo ka liye kya banaya hai nasta me ... She excitedly opens the containers of food .

Rohan:- chalo hum apne room me chalte hai

Bulbul:- haan

Chulbul:- chal aa ja Mili

Jackie:- looks at Jaya

Jaya:- yeh kya ho gaya hai sabko , aaj mai sabka pasand ka nasta banaya aur koi dekha bhi nahi

In the room ..

Ro:- dadi ne aaj aloo pori banayi hai

B:- aur kheer bhi

C:- bahut bhookh bhi lag rahi hai

Ro:- per hum sabse gussa hai

M:- meow meow. She rolls on the floor because of hunger

Jackie:- enters with a rolling table on which their breakfast is kept

Kiddos & Milli:- look at the food & then turn away their eyes

J:- clucthes the feeding bowl of Milli in his mouth & then keep in front of Milli

M:- smells the food & then looks at Chulbul

C:- nodded her head in no

M:- gives disappointed look & sits in a corner away from food

J:- comes to Rohan & keeps his front legs on Rohan's shoulder & licks his face & tries to convince him

Kiddos:- look at one another & pass weird expressions

Ro:- idea 💡, he video calls Ved

Ved:- hello , kaisa hai tum log

C:- bahut udas hai

V:- kaiko

B:- mummy papa ne shadi kar li aur hume bulaya bhi nahi

V:- mujhe bhi nahi bulaya tha

Ro:- dadi ,chachu , Jackie baaki sab log shadi ki photo me hai . Toh humari sabse kat-ti hai

B:- aur aaj hum khana bhi nahi kha rahe hai

C:- strokes her tummy , per bhookh bahut lagi hai buddy

Ro:- ab hum kya kare

V:- oh ho ab khali pet gussa kaise dikhaoge aur maine toh suna hai ki gusse me aur bhi bhookh lagti hai . Aur apne haq ki ladai ladne ke liye takat bhi toh chahiye aur uske liye khana toh khana padega na

B:- aaj khane me aloo pori aur kheer bani hai

V:- licks his lips , itna yummy khana .. mere toh muh me paani aagaya , pet me chuho ne dance bhi karna shuru kar diya

Ro:- toh kya hum khana kha sakte hai

V:- bilkul kha sakte ho

Ro:- bade logo ko aisa toh nahi lagega ki humara gussa kam ho gaya aur hum kamjor pad gaye

V:- agar khana nahi khaya toh jarur kamjor pad jaoge . Aur gussa dikhane ke liye baat nahi kar rahe ho yeh kaafi hai . Itne me hi un sab ke pairon ke neeche ki jameen dol jayegi

Ro:- okk ab phone rakho , bye . He quickly cuts the call .

V:- arey turant kaat diya , bye bhi nahi bolne diya

Kiddos:- look at one another & raise their eyebrows while making a mischievous face & shout.. attackkkkk....

They all binged on the food ..

The One Shot Series "RAGHVI" Part:-2 Where stories live. Discover now