At evening
Aditya chhaya ko court se leke ata haiParam : aau tumhara hi intzaar ker rahe the
Aditya: aap mera intazar ker rahe the nidi chutki kaat
Param: haan kaat ye sapno se bahar aaye mai chhaya se keh Raha tha
Aditya:ahh ab kyun kaat Rahi hai ab to ho gayi beizzati
Chhaya: bhaiya aap kyu inzar ker rahe the
Param: pandit ji aa gye hai muhrat nikaalne tum bhi AA jao
Pandit ji: looking in patrika sab agaye putra
Chhaya :going to say namaste to pandit ji Aditya hold her hand
Chhaya by eyes kya huaAditya: dekh to lo kon hai ( wo same pandit hai jinke aage wo merriage hall mai darama karke bhaage the)
Chhaya: ab kya kare
Param: khada kya hai namaste to ker
Aditya: namaste ur apne face ke aage haat jodta hai taki face na dikhe
Chhaya: mai pandit ji ke liye paani leke aati hun
Aditya: mai pike aata hun
In kitchen
Aditya: ab kya karenge
Chhaya: itna kya pareshan ho rahe ho ab to bhaiya bhabhi ko sab pata hai
Aditya: hann yaar mujhe bhi tumhari adat lag gayi hai Bina baat ke tension lene ki looked at her she is glaring at him
Chhaya: ek kaam karten hai unke saamne hi nahi aate koi bakheda nahi chahiye mujhe ab
Aditya: best idea took glass of water from her hand and drink ghoor kyun Rahi ho ..
Chhaya: ye pandit ji ke liye tha
Aditya: tumne isme zeher thodi milaya tha dusra Lelo
Pallavi: yaha kya ker rahe ho dono
Chhaya: wo mai pandit ji ke liye Pani lene ayi thi
Pallavi: or wo ye aghori pee gaya.. looking at empty plate in her hand and Aditya drinking water
Chhaya: ki hasi chut jaati hai
Pallavi: chalo bhar ab dono
Aditya: ok bhabhi aap jao aate hai
Pallavi: kyun yahan hawan karna hai pandit ji ko late ho Raha hai chal bahar dono ko bahar le aati hai
Pandit ji: looked at Aditya mene tumhe kahin dekha hai
Aditya: akhbaar mai photo chhpati rehti hai dekhi hogi
Pandit ji: na chhore itna entertaining drama karne ke baad tane kon bhool sake hai in haryanvi tone smile
Aditya: shit
Nidhi: madhav chachu ye pandit ji to aapse bhi cool hai
Madhav: shadi mai nahi bulaunga tujhe
Nidhi: madhav chachu se cool koi ho sakta hai kya
Chhaya: namaste pandit ji paani deti hai
Pandit ji: kush raho Kanya to haat dikhao
Chhaya: haat dikhati hai
Pandit ji: tum bhi dikhao to Aditya
Pandit ji: kitne acche yog hai uttam jodi hai to Aditya
Aditya: with uncontrollable smile kya bol rahe hai aap
Pandit ji: to aakhr tumne shadi karne ka fesla ker hi liya
YOU ARE READING
'Chhaya' shadow of mystery {Complete ✅}
RomanceWhen she was a mystery girl wanted to live alone but an unwanted person became the most important part of her life.... this is a story about comedy and adventures life a mysterious girl chhaya who met Aditya And he became light of her life...