At night
Sab sone jaate hai friends rishtedaar jo Milne aaye ja chuke hai sneha yahin hai ur ajj chhaya bhi
Aditya: in his room
Chhaya: paani rakha hai kaya Aditya ke room Mai ager raat ko pyas lagi use to dekh ke aa jati hu
Open his room gate
Chhaya: takes the jug lo hai na ye Khali leke aati hu paani looked at Aditya he was murming somthing wo paas jati hai feels he is struggling in dreams touched his hand then head inhe to bukhar hai he is shivering feeling cold
Chhaya: use ek blanket udhati hai he holds her hand
Aditya: in sleep chhaya
Chhaya: hugs him yahi hu mai officer aapke pass makes him wake up
Chhaya : aapko to bukhar hai thermometer lagaiye main Arpita ko bulati hun
Aditya: nahi kisi ko pareshan mat karo chhaya theek hun mai
Chhaya: theek to nahi hai aap ur wo doctor hai abhi sabse jyada zarurat uski hi hai
Aditya: holds her hand sab meri tabiyat ko leke pareshan ho jaenge chhaya ur wese bhi mujhe nahi Leni dawai
Chhaya: ok bhabhi bahiya ur maa ko nahi bata rahi magar Arpita ayegi ur aap dawai bhi lenge bacche nahi hai aap call Arpita
Arpita: madav dekho na kiska phone hai in sleep
Madhav: tumhara hai
Arpita: wo mujhe pata hai uspe kiska phone aa raha hai
Madhav: bhabhi ka
Arpita: bhaiya bhabhi bula hi lete call kyun
Madhav: haan ek second bhaiya.. are chhaya bhabhi ka call hai
Arpita: to esa bolo na dii ka hai
Madhav: tumhari di hai meri to bhabhi hai lo baat karo picks on speaker
Chhaya: hello baccha wo Aditya ko bukhar hai
Madhav: kya mai aa raha hu
Arpita: haan ek second dii bukhar kitna hai
Chhaya: takes thermometer 104
Arpita: what mai dawai leke aati mere paas hai
Madhav : itna bukhar kese aaya use
Arpita: abhi uthe hai tabiyat to bigdegi hi chalo chalte hai
At room
Arpita: di ye dawai hai also checks his blood pressure di baki sab normal hai bas bukhaar hai dawai de dijiye ur sir pe gili Patti rakh dete hai to thoda uter jaega
Madhav: mai paati Lata hu left then Lao mai lagata hu
Chhaya: nahi madhav tum pareshan mat ho mai ker lungi tum so jao koi zarurat hogi bula lungi theek hai
Madhav: theek hai bhabhi per ager todi bhi halat bigde iski to bula lena
Chhaya: haan tum chinta mat karo
They both left
Chhaya: dawai Khao
Aditya: mujhe nahi acchi lagti yaar
Chhaya: mentos ki goli thodi hai jo acchi lagegi ur kisi ko nahi acchi nahi lagti per khani padti hai
Aditya: nahi yar mai theek feel kar raha hun
Chhaya: tap rahe ho officer mere dawai khane se theek ho rahe hote to kya chuki hoti ab tak per unfortunately tumhe hi kani padegi
Aditya: nahi .. chhaya looked at him
YOU ARE READING
'Chhaya' shadow of mystery {Complete ✅}
RomanceWhen she was a mystery girl wanted to live alone but an unwanted person became the most important part of her life.... this is a story about comedy and adventures life a mysterious girl chhaya who met Aditya And he became light of her life...