At morning
Param pallavi mandir ki tarf jaate hai where already someone was waiting for they yes Akanksha with nidhi
Param: good morning maa touch her feets
Akanksha: looked at him ban gaya na angrez
Param: radhe radhe maa
Pallavi: touch her feets wahi to maa mai to inhe roz samjati hun kya good morning good night laga rakha hai radhe radhe bolo per meri sunta kon hai
Param: maa jhoot bol Rahi hai ye
Akanksha: khabardar meri Bahu ko kuch bola to bat kyu nahi manta tu uski baat
Pallavi: hmm hugs Akanksha from back 😉 wink from back to param
Param: baad mai dekhta hun
Akanksha: dhamki de Raha hai
Param: are meri kya majal baad mai list dekhta hun ki kya kya baat nahi maani ... dekhta hu to pallavi
Pallavi: maa mai kuch help Karu
Akanksha: nahi aao Pooja karte hai baki sab Kahan hai
Pallavi: magar chhaya to honi chahiye woo to kabhi late nahi matlab jitni baar dekha hai mene nahi hoti
Akanksha: are wo to ye rahi thali saja Rahi hoti hai kabki aa gayi mai baki sab ki baat ker rahi hun
Aditya: kiski baat chal Rahi hai he is in uniform touch Akanksha and pallavi param feet radhe radhe maa
Akanksha: radhe radhe aja mera baccha au baki sab
Nidhi : baaki ka pata nahi madhav chachu to so
Madhav: so beautiful so elegant banke aa gye hai aaja baccha hugs tu maa se chugli laga rahi thi meri
Nidhi: hww chachu aapko sach Mai esa lagta hai
Madhav: yes
Nidhi: to sahi lagta hai broke hug
Madhav: good morning maa
Param: ye pitega
Akanksha: nalayak holds his ear
Madhav : oo radhe radhe maa leave sorry hugs
Akanksha: hits his head lightly accha lag raha hai aja ab
Arpita: radhe radhe Aunty ji
Madhav: pakka isne sun liya hai ye cheating hai
Nidhi: chachu sabit kar sakte ho
Madhav: nahi
Aditya: to chup chap khada reh
Param: bas tujhe daat nahi padi shit
Aditya: matlab aapko padi yes smile
Param: bade bhai ke daat khane pe hasta hai beta gher se nikaal duga ur daat mat dikha
Aditya: sorry again smile
Param: nahi manega
Akanksha: aunty nahi mummy hu mai tumhari same baat pe daat khai tumhari didi ne bhi ur mujhe samajh nahi a raha is nalayak mai tumne kya dekha
Madhav: mai nahi khel raha yaar
Akanksha: smile haan haan nahi bhadka rahi teri biwi
Arpita: touch her feets
Akanksha: khush raho
Aditya: are wo bati wahan kesi padi hai rakhne jaata hai see chhaya diya jala Rahi hai then closed her eyes Aditya just looking at her
YOU ARE READING
'Chhaya' shadow of mystery {Complete ✅}
RomanceWhen she was a mystery girl wanted to live alone but an unwanted person became the most important part of her life.... this is a story about comedy and adventures life a mysterious girl chhaya who met Aditya And he became light of her life...