PART 32

205 23 20
                                    

UPDATE,

Naveen and Gunny reached at pool side,

Naveen: Raj kuchh pata chala, kisne or kyu bulaya he yaha.

Rajveer: nahi abhi tak to kuchh nahi. Hamne as pas bhi dekha lekin koi dikh nahi raha he.

Huda: muje lagta he kisi ne majak hi kia hoga.

Gunny: kahi esa to nahi ki ye sab hame distract karne ke lie he, ham sab yaha busy ho or kahi vaha function me kuchh ho na jae.

Naveen: ye ho sakta he. me Abhi ko phone kar ke puchhta hu vaha pe sab thik to he na.

Gunny: Naveen ek kaam kar sab ke device sath me connect kar de taki kaha kya chal raha he sab ko pata chalta rahe.

With that Naveen connected everyone. Now everyone in conference.

Naveen: Abhimanyu vaha sab thik .

Abhimanyu: ha Naveen yaha sab thik he. vaha kya ho raha he.

Naina: bhaiya kuchh pata chala kisne or kyu bulaya tha.

Naveen: nahi yaha kuchh nahi pata chala or koi dikh bhi nahi raha he.

Gunny: Udi baki jagah pe sab sahi he.

Udi: yes sir everything is ok.

Gunny: and Vidhya pool ke as pas kuchh dikh raha he tumhe.

Vidhya: no sir camera me to kuchh bhi esa unusual nahi dikh raha.

Rajveer: muje lagta he ham sab ko yaha ek bar ache se dekh lena chahie.

And everyone starts looking around. Huda was searching near sun lounger, and he found bomb attached to sun lounger. He informed everyone and everyone was shocked. Naina was panicking the most. She was on the stage with Udi, Ali and Pooja and it was difficult for her to handle herself and her emotion. She did not want anything to happen to her brother and her Rajveer.

Rajveer: Huda muje ake dekhne do.

Naina: (tensed) Rajveer sambhal ke please.

Naveen: gudia tu fikar mat kar kuchh nahi hoga. Chal Raj dekhte he ki kis kisam ka bomb he ye.

Huda: sir ji jo karna he jaldi karie kyuki muje yaha ek paper mila he timer ke pas se or hamare pas sirf 20 min he.

Everyone getting tensed to listen this. As soon as Rajveer heard this, without vesting time he going there and observe that bomb and Naveen also going with him.

Rajveer: (after some time) muje pata he is bomb ke bare me. Or kisi ko darne ki jarurat nahi he, kyuki ye ek mamuli sa bomb he jo agar blast bhi hua to kisi ki jan nahi jaegi. Lekin ha severe injury kar sakta he.

Naveen: kya ise tu defuse kar sakta he.

Rajveer: ha me ise defuse kar sakta hu lekin use pehle hame dusre bomb ke bare me pata lagana hoga.

Gunny: (confused) dusra bomb, iska kya matlab he.

Rajveer: ye he to mamuli sa bomb jise easily defuse kia ja sakta he lekin iska timer dusre bomb ke timer ke sath connected he. is lie jese hi ham ise difuse karege dusre bomb ka timer start ho jaega. or ese hi ek se jyada bomb connect ho sakte he.

Gunny: to fir hame pehle dusra bomb dhundhna chahie kya pata uske timer me kitna time set kia ho.

Abhimanyu: lekin itni badi jagah me dusra bomb he kaha ye kese pata chalega.

Vidhya: Agar hamne yaha search kia or kisi ko pata chal gaya to panic create ho jaega.

Gunny: nahi Abhimanyu vaha kisi ko kuchh pata chalna nahi chahie ham yaha sambhal rahe he tum vaha sambhalo.

TOGETHER FOREVERWhere stories live. Discover now