Na kisi baat ka khauf raha hai,
Na raaton ki nind ka sukoon Raha hai,
zindagi main aab koi na tawajjo raha hai,
Jabse wo mere Quwwat-E-Amal se taqseem hua hai....Uski yaadein, baatein, tasveerein
Ye sab aur kuch nhi hai aab bas,
Mere dil-e-zaar ka shaoor raha hai!!!!!!------ Mine ❤️🩹
YOU ARE READING
Urdu Shayari Collection
Poetrycollection of shayaris of all popular Shayars like Faiz Ahmad Faiz,Ahmad Faraz, Jaun Elia, Mirza Ghalib Sahab and some of my work....hope you enjoy it, read it out loud to feel the words 💕