WOH HUMSAFAR THA MAGAR USSE HUMNAWAYI NA THI 7.0

427 80 63
                                    

Flashback....

Around 5 years ago ...

It has been 4 months since Pallavi has left Hyderabad. After her departure there was not a single day when Raghav didn't cry for Pallavi.. Her absence is killing him from inside . To hid his pain he used to drink all the night & then he always ended up coming to the same spot where he had met Pallavi for the first time & then to her shop & he used to stay in the shop all night . It has become his daily routine.

One morning when Raghav didn't come back to his mansion & he was also not picking up anyone's call then Farhad went in search for Raghav . But he couldn't find him in the shop & other possible places . He was returning back to the mansion when he noticed Arjun & Lavanya together. But he thought that Arjun was Raghav because he was not aware of Raghav having a twin brother. Raghav had told him that Arjun was his younger brother.

Farhad:- yeh anna kis ladki ke sath hai . He comes to them. Anna aap yahan hai , maine aapko kahan kahan nahi dhundha . Roj subah toh aap wapas aa jate hai , aur aaj dopahar ho gayi ab tak aap ghar nahi laute.. sab log kitna pareshan hai aapke liye .

Arjun:- excuse me , tum kaun hai . Aur yeh kya baat kar raha hai

F:- lagta hai aaj aapne kuch jyada hi pi rakhi hai , aur yeh ladki kaun hai aapke sath.

A:- yeh mera girlfriend hai , aur tumhare ko esse kya matlab..chalo niklo yahan se

F:- itni jaldi aapki girlfriend bhi ban gayi . Roj toh Pallavi bhabhi ka naam lekar rote rehte hai , sharab me doobe rehte hai aur ab achanak se yeh ladki aapki girlfriend ban gayi .

Lavanya:- yeh Pallavi kaun hai ?? Aur tum drink kabse karne lag gaye .

A:- arey mere ko kya pata kaun Pallavi . Aur mai toh es adami ko janta tak nahi hai . Bekar me pareshan kar raha hai .

F:- pareshan toh aapki wajah se gharwale hai . Abhi aap mere sath wapas ghar chaliye .

A:- mai kaiko jaaye tumhare sath , yeh kya jabarjasti hai

L:- mujhe toh lagta hai ki yeh adami pagal hai , tabhi aisi bakwas kar raha hai

F:- haan anna ki harkaton se ek din toh pagal ho hi jaunga .

A:- chalo hum log chalte hai , es adami ki wajah se pura mood kharab ho gaya

F:- takes out gun & points at Lavanya, chup chap mere sath ghar chaliye anna

L:- yeh pagal hone ke sath sath criminal bhi lagta hai

F:- gaadi me baithiye anna , warna mai es ladki ko do min me upar pahucha dunga

L:- mai abhi police ko phone lagati hu

F:- Hyderabad ki police mera kuch nahi bigad payegi . Anna aap chalte hai ya mai trigger dabau

A:- haan chalta hu mai

L:- mai bhi sath me chalungi

F:- glares at her

A:- holds Lavanya's hand , haan mai eska bina kahin nahi jayega

F:- theek hai , anna aap back seat per baithenge aur yeh ladki aage ki seat per .

A:- haan

F:- throughout the journey he keeps on pointing the gun at Lavanya & finally takes them to RR Mansion.

A:- yeh kiska ghar hai

F:- aapka hi ghar hai anna

A:- mera itna bada ghar hai aur mere ko hi nahi maloom

The One Shot Series "RAGHVI" Part:-2 Where stories live. Discover now