part-3

1K 69 5
                                    

everyone started laughing seeing ishika's condtion who ran away from there as soon as

possible.

sahil(smiles):maza agaya yaar vidushi tumhe na koi nai hara saktha ladne mein.

parth(smiles):han yar tune sahi kahan par tumne jagda itna jaldi kyun katam kardiya abhi toh

entertainment shuru huva tha dekhho hum kitne besabri se itezar kar rahethe.

yoyo:han yaar aur isne toh interval mein hi rokhdiya.

kaustuki:aplog toh intezar karoge hi na muft ka

entertainment jo mil rahatha apko.

randhir(smiles):par kuch bhi kaho vidu ne bhutni ko hamesha hamesha keliye bhaga diya ab

kabhi mudke bhi nai anewali voh aur dunglegi kisi aur ameer ladke ko.

jiggi:areh randhir voh dundelegi nai ab tak toh usne dundliya hoga.

sahil:han yaar bichara usse shaadi karnewala ladka .ye toh apne liye makeup kit karid karid ke hi use barbaad kardegi.

randhir:han kitna makeup lagathi hai ye muje toh make up lagane wali ladkiyan bilkul pasand nai hai.areh usski chakkar mein mein toh vidu

ko thank u kehna bhulhi gaya. thank u vidu us chudailko bhagane ke liye.

vidushi:oh hello itna khush mat ho ha meine tumhara help isliye kiya kyunki tum mere bags

utane ke liye maan gaye.

randhir(smirks):vidu tumhe kya lagtha hai mein tumhare bags utane ke liye sach mein maan

gaya.

vidushi:han aur nai toh kya.

parth:areh bewakoof isne tumhe ulllu banaya aur tumhe pata bhi nai chala.

vidhushi:matlab tumne mujse joot kahan ki tum mere bags utavoge kehke.

randhirs(smiles):aur nai toh kya randhir singh shekawat kisika bags utaye ye kabhi ho hi nai

saktha.

sahil:vidushi ye tumhe pehle hi samaj jana chahiye tha.

vidushi:randhir mein tumhe chodungi nai tumne apna kaam karvaliya mujse us chudail ko tujse dur bhagake aur mera kaam adura chodiya.

randhir(smiles):vidhu ab plss han apna bags kam kardena kyunki hum meise koi nai utane wala tera bags.

kaustuki:aplogon ki baatein hogayi ho toh ghar chale muje bohat zaada bhukh lagi hai.

jiggi:han chalo chalo chalthe hai.

sahil:lo phir bola kaustu ka chamcha.

randhir:han chalo chalthe hai.

they all left for home.

Do vote and comment :-)

My Sunshineजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें