vardhan(hugging sanyu):sanyu tu tik hai na koi pareshani toh nai hui travelling mein
sanyu(smiles slightly):mein tik hoon bhaiya
vardhan(smiles):good very good
arpita(sad face):mein bhi toh hoon muje bhi koi kuch puchlo ki mein kaisi hoon
niharika(smiles):han puchna toh padega par tuje nai tere saat jo baita
hoga use
vardhan laughs holding sanyu by her shoulder
arpita:yeh galat hai sanyu mein jarahi hoon vapas muje nai rehna yahan
vardhan:chup kar nautanki aur ghar chal ab koi itna dur travel karega toh takan ke vajaise chup rahega par is ladki ko dekhko koi kitni bak bak karti hai
arpita:hum chup rehne valon meinse nai hai bhaiya
niharika:han voh toh pata hai chal ab
they sat in the car and drove to vardhan's house. as soon as they entered the house two kids of four years came running towards vardhan and niharika
vardhan:sanyu arpi inse milo ye hamre jaan hai sidhanth aur sarika
arpita:areh ye toh twins hai
sidhanth:han hum toh chins hai
niharika:sidhanth sarika ye dono apki buva hai aur abse ye dono hamare saat rahegi
sarika:do buva
sanyu kneeled down infront of them and took their hands in hers and pecked their palms
sanyu(smiles):han do do buva mein sanyu buva ur ye arpi buva
sidhanth:chayu bua api bua
arpi(smiles):han (pecked their cheeks)
niharika:chalo tum dono fresh hojav aur thoda rest karlo mein khana lagne par tum dono ko bulavungi
arpi(smiles):tik hai
vardhan:chalo bachon buvaon ko hum room dikhathe .
he lifted both in his arms and went upstairs and he was followed by sanyu and arpi.
they entered the room which was speciay decorated keeping sanyu and arpi in mind
vardhan :toh ye hai ap donon ka room i hope apko pasand aya ho
sanyu:bohat acha hai bhaiya
arpi:han bohat acha hai
vardhan :toh tum dono fresh hojav hum chalthe hai
sarika:nai dada hum nai ayenge
sidhanth:hume buavon ke paach lehna hai
vardhan:buva thakhke ayi hai na toh aj unhe rest karne dethe hai par kalse tum dono asakthe ho tik hai
kids nodded a yes and vardhan smiled towards sanyu and arpi and left the room .
arpi:chal sanyu tu pehle fresh hoja phir thoda aram karle
sanyu nodded but before she could go her phone started ringing
arpi:le hogaya tera aram ka haram ab tera prince charming ke saat baat karke baitja mein hi jathi hoon kyunki ankit bhaiya toh jaldi baat katam nai karne wale toh muje hi jaana padega
arpi went to freshan up while sanyu recieved the call
sanyu:hello
ankit:jaan tu pahunchgayi kya koi pareshani toh nai hui na tu tik hai na areh javab do
sanyu:prince charming ap itne sawal ek saat puchoge toh mein kaise jab doon
ankit:sorry jaan mein pareshan hogaya tha tune cal jo nai kiyathana
sanyu:sorry mein bhulgayi han hum pahunchgaye aur koi pareshani bhi nai hui mein tik hoon
ankit:yeh acha hai india jathe hi muje bhulgayi aur mein yahan tere barein mein sochke pareshan horaha hoon
sanyu:sorry na
ankit:tik hai tik hai isbaar maaf kiya agli baar aisa kiya na toh baat nai karunga
sanyu:tik hai
ankit:muje tuje dekhna hai jaldi se vedio chat pe aja
sanyu:abhi
ankit:han abhi tuje pata hai na mera din tuje dekhke bina shuru nai hotha
sanyu:han pata hai paanch min rukho mein athi hoon
ankit:han tik hai jaldi kar
sanyu:kar rahi hoon na jaldi
ankit:jaldi kar rahi hai toh aur jaldi kar na
sanyu:apko ho kya gaya hai
ankit:on kiya
sanyu:han kiya
ankit had smile on saw his face when he saw his jaan but later he became tensed
ankit:jaan tu toh bohat tak gayi hai
sanyu:nai mein tik hoon
ankit:kya tik hoon teri shakal dekhke koi bhi bata sakta hai ki tu kitna tak gayi hai
sanyu:ap pareshan mat ho na voh itna tine travel kiya na toh toda tak gayi kal tak tik ho javungi
ankit:tik hai agar tik nai hui toh mein ajavunga vahan
sanyu: offo bhai ma papa kahan hai
ankit:ma kitchen mein hai papa office chalegaye
sanyu:ap nai gaye
ankit: muje tujse jo baat karna tha toh nai gaya
sanyu:toh javona
ankit:tu bhaga kyun rahi hai muje tu baat kar chup chaap
sanyu:tik hai
ankit:acha tuje murti mili kya
sanyu:murti kaunsi murti muje toh nai mili
ankit:nai mili matlab us ladkene toh bola tha ki voh tuje dedega
sanyu:kaun ladka
ankit:areh vahi ladka jise meine beja tha tuje murti dene keliye
sanyu:nai muje toh koi ladke ne murti diya
mean while arpi too came and saw them chatting
arpi:hi bhai kitne serious kyun ho dono
ankit:meine ek ladke ko beja tha sanyu ko murti dene keliye par sanyu ko murti nai mili
arpi(smiles):par muje mili
ankit:tuje mili matlab
arpi:areh bhai voh ladka jab sanyu ka naam lehrahatha murti dene keliye tab voh sorahithi toh meine use leliya rukho mein dikhathi hoon apko
she took murti from her bag and showed it to them
arpi:yahi hai na
ankit(smiles):han yahi hai muje pata tha voh ladka zaroor pahuncha dega acha ladka tha voh
arpi:han bohat achatha voh
sanyu:tuje kaise pata
arpi:offo voh ladka vahitha jo tere bagal mein baita tha
sanyu:oh tik hai
ankit:chalo mein chaltha hoon jaantu apna dhyan rakh aur arpi tum apna aur jaan ka dhyan rakhna aur dono jaldi sojana kalse college bhi toh shuru horaha hai
arpi:jo apki agya
ankit:tik hai bye love you
arpi and sanyu:bye love u tooDo vote and comment silent readers pls comment and vote :-)
आप पढ़ रहे हैं
My Sunshine
FanfictionThis is a story of a boy who is rich but believes in simplicity and a girl who is also equally rich but betrayed.so what happens wen thy meet ech othr. to knw more do read my sunshine. #sandhir ranking #9 General fiction 30/12/16