it was already noon when sanyu wokeup .her head was throbbing severely as she had cried last night this was her routine from past one month .she freshenup and came downstairs and sat on the sofa lost in her own thoughts.anju
who was working in the kitchen saw her and came to her.she kept her hand on her shoulder
which made sanyu to cum back to reality.
anju:sanyu tu kahan koi hui hai aur yahan kyun baiti hai.
sanyu:kuch nai ma bus aise hi.
anju:sanyu beta tu aisi hi rahegi toh hum tumhe India kaise bejenge muje pata hai beta voh sab bhulna bohat mushkil hai aur hum chah kar bhi voh baat bhul nai sakthe par sanyu tuje aur strong hona hoga tu aise hi roti rahegi toh teri sehat aur kharab hojayegi aur tuje pata hai na sanyu iska anjaam kya hoga.
sanyu(crying):han ma muje pata hai par aphi batav mein kya karoon mein us baat ko bhulke
bhi nai bhul sakthi ye apko bhi pata hai.
anju:han meri bacchi par kya tum apni dream bhulgayi fite jake ek accha engineer banna aur apne papa ki factory mein work karna sanyu tu aisi rahegi toh tera prince charming(ankit)
tumhe India jane nai dega tumhe toh pata hai voh tumhe kitna pyar kartha hai aur India janeki baatse voh pehle hi kitna pareshan hai aur ab voh tumhe aise dekhega toh abhi flight ki ticket cancel karvadega.
sanyu:han muje pata hai mein koshish kar rahi hoon ma bhulne ki par mujse nai horaha.
anju:hoga sanyu kyun nai hoga tu toh meri himmat vali beti hai na tu karsakthi hai tu bas apne padai pe concentrate kar baki sab apne ap tik hojayega aur waise bhi hum sab hai na tere
saat.
sanyu:han mein abhi meri padai pe concentrate karoongi aur achese padoongi muje papa ka
naam aur roshan karna hai na.
anju(smiles):ye hui na baat abhi lunch ke liye chalo tumne breakfast bhi toh nai kiya tha.
sanyu:nai ma muje bhuk nai hai.
anju:aise kaise bhukh nai hai sanyu tu aise karegi toh mein hi tera prince charming ko bolke ticket cancel karvadungi.
sanyu:nai ma pls aisa mat karna tik hai mein khaloongi.
anju:tik hai ab chalo jaldi se khana khalo aur badmein tumhe medicine bhi toh lene hai.
anju served her the lunch and after having it anju gave her the medicines.
anju:sanyu ab tu jake toda aaram karle.
sanyu:tik hai ma.
she went to her room but instead of taking rest she again lost in her thoughts on the other hand ankit called his mother.
ankit:hello ma jaan utgayi kya aur kya usne khana khaya aur usne time pe medicine leliya na
anju:oh ho ankit itne saare saval ek saat.
ankit:ma ap jaldi batav na.
anju:han ankit usne khana khaliya aur medicine bhi leliya.
ankit:ma voh phirse rorahithi kya.
anju:han ankit par meine use kahan hai ki voh apne padai pe dyan de.
ankit:toh usne kya kahan.
anju:usne kahan hai ki voh achese padegi aur apne papa ka naam roshan karegi par tumhe toh pata hai na ankit voh pehle jaise toh kabhi nai hosakthi.
ankit:han ma muje pata hai meri ek hi kwahish hai ki meri jaan ki zindagi mein koi aisa aye jo
use pehle jaisa hasta kehltha banade.
anju:bhagwan kare aisa hi ho ankit.
ankit:tik hai ma mein rakhta hoon ap sanyu ka dhyan rakna.
anju:tik hai.
Pls vote ap vote nai karoge toh mein nxt part jaldi kaise doon aphi batav so pls do vote and comment .10 votes i l post nxt part .
आप पढ़ रहे हैं
My Sunshine
FanfictionThis is a story of a boy who is rich but believes in simplicity and a girl who is also equally rich but betrayed.so what happens wen thy meet ech othr. to knw more do read my sunshine. #sandhir ranking #9 General fiction 30/12/16