Beti ya Beti Jaisi?

12 3 2
                                    

"Beti aur Beti jaisi hone mein farq batati hoon...

Agar Beti se kaha-suni ho jaaye to Ma khud khana bana kar apne haathon se khilakar use manati hai...

Wahin agar Beti Jaisi arthat Bahu se kaha-suni ho jaaye to us Bahu ke haath ke khaane ko tiraskrit kar diya jaata hai, ye keh ke ki 'Abhi mere haath paon salamt hain'..."

~Rahasya ❣️-  Beti jaisi ki Beti

(Jinhe na samajh aaya ho, bas apni Dadi ka behaviour apni Bua aur Mumma ke saath observe karna, har situation mein, maine to bas ek ka zikr kara hai...)

𝑅𝒶𝒽𝒶𝓈𝓎𝒶 - 𝐻𝓇𝒾𝒹𝒶𝓎 𝒦𝑒जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें