part_4

123 7 9
                                    

Assalamu alaikum
Part_4
Writter by alfariya Sheikh
Ignore mistakes

📍Paris

In night

At night Hamza was in the hotel room working on his laptop, it was very quiet there

Breaking that silence, Hamza's phone rings. Seeing the name flashing on the phone, he takes a deep breath and picks up the phone.

Ji ammi bole.(Hamza said)

Kese ho tum beta.(Iqra replied)

Ammi main thek hu aap kesi ho.(Hamza said)

main bilkul thek hu bus apne bete ko yaad kar rahi thi.(Iqra replied)

ammi main pahli dafa to nahi aaya hu trip par aur main 5 saal ka baccha to nahi hu jo kho jaunga.(Hamza said)

maa ke liye bacche hamesha bacche hi rehte hai chahe wo kitne bhe bade kyu na ho jaye.(Iqra says while moist eyes)

ammi aap roye mat please mai billkul thek hu.(Hamza said)

Accha thek hai khana kha liya tumne.(Iqra replied)

Ji ammi maine kha liya aap fikr mat kijiye jab bhe main trip par aata hu aap hamesha mujhe call karke puchti ho.(Hamza said)

Kya karu mera baccha itni door jata hai fikr to hogi hi.(Iqra replied)

ammi aap aaram kare mujhe thoda kaam hai.(Hamza said)

Thek hai beta khyal rakhna.(Iqra replied)

After talking to mother, hamza disconnect the phone, keep it on the table and then start working on laptop again.

📍India

Iqra puts the phone on the table and starts crying.

aarifa who was passing by hears someone crying and comes inside the hall.

When arifa comes to the hall, she sees Iqra crying. Seeing Iqra crying, arifa gets stunned. She goes to her in a trance.

Bhabhi kya hua hai aap kyu ro rahi ho sab theek hai na.(aarifa says while worried)

Hearing Aarifa's voice, Iqra looks up and starts wiping her tears.

Bhabhi kya hua hai aap btaye aap kyu ro rahi ho is tarah akale.(aarifa said)

Kuch nahi bus hamza se baat kar rahi thi to rona aa gaya.(Iqra says while crying)

Bhabhi hamza aa jayga aap rou mat.(, aarifa says while hug Iqra)

mere bacche ne bachpan se pareshani dekhi hai wo kabhi normal baccho ko tarah raha hi nahi kabhi jaha 9 saal ki umar me bacche school jate the dost bnate the waha mera baccha business skills seekh raha tha.(Iqra said)

Janti hu bhabhi hmare hamza ne bachpan se bahut saha hai hmara baccha bahut samajhdar hai.(aarifa replied)

Uske baba ne 10 saal ki umar me use ham sab se door bhej diya mera baccha jab 11 saal baad vapas aaya to wo mera bachpan ka hamza tha hi nahi wo to ek machine ban gaya tha jisne kabhi hasna bolna seekha hi nahi hai.(Iqra says while crying)

maine kabhi use hasta hua nahi dekha jab wo 11 saal baad London se aaya to hmare bachpan ke hamza ko chor aaya tha.(Aarifa replied)

mujhe aaj bhe wo din yaad hai jab mera baccha London gaya tha ek hadse ne sab badal diya.(Iqra said)

Flashback

Haweli me aaj mehman aaye hue the kafi sare aaj Siddiqui vila me party thi party me ek couple mr and mrs mehtab bhe aaye hue unke sath unka ek 13 saal ka beta bhe tha riwaz.

3 saal ki Hidayat garden me khel rahi thi

Tabhi riwaz garden me aata hai uski nazar garden me akali bhethi hidayat par jati hai wo hidayat ke gareeb jata hai use hidayat itni cute lagti hai wo hidayat ke gaal noch leta hai aur hidayat ke khilone tod deta hai

Jisse hidayat use ghoorti hai aur rone lagti hai koi uski awaz sun yaha na aa jaye isliye riwaz hidayat ke gaal par ek thappad maar deta hai uska thappad itni zor ka tha hidayat behosh ho jati hai

Gate se aa rahe hamza ki nazar jab garden me jati hai to uski ankhe gusse se laal ho jati hai wo riwaz ke pas jakar uska coller pakadkar use maarne lagta hai usne riwaz ko itna mara tha wo khoon se latpath tha ladai ki awaz sun jab ghar wale garden me pahuchte hai waha ka nazara dekh sabki ankhe fatt jati hai

Ek taraf riwaz khoon me latpath behosh pada tha aur hamza hidayat ki apne seene se lagaye hue bhetha tha.

Riwaz ko aise dekh uske baap uski taraf bhagte hai riwaz ki maa rone lagti hai riwaz ke baba hamza par case karne ki dhamki dete hai riwaz ko hospital le jaya gaya tha

Hamza abhi bhe hidayat ko seene se lagaye bhetha tha

Usman Khan gusse se aage badhte hai aur ek thappad hamza ke gaal par maar dete hai hamza ki ankhe laal ho jati hai

Isliye nahi ki use thappad pada tha balki isliye kyuki thappad ki aawaz se hidayat jaag gai thi..

Hamza kisi par dhyan diye hidayat se puchta hai

Kismish tum thek ho na baccha dard to nahi ho raha gaal par.(Hamza said)

Than tahab ut lalke ne mudhe maala mudhe dald ho laha hai
(khan sahab us ladke ne mujhe maara mujhe dard ho raha hai) (hidayat says while crying)

Hidayat ki baat sun aarifa bhagte hue hidayat ko hamza se lekar apni baho me bhar leti hai hidayat ki gori skin par abhi bhe Nishan the

Hamza kyu kiya tumne aisa tumhe pta bhe hai tumhare khilaf case bhe ho sakta hai.(Usman said)

Baba usne meri kismish ko thappad maara main use kese chor sakta tha.(Hamza replied)

Kya usne meri hidayat ko thappad mara.(Iqra asked)

Ji ammi.(Hamza replied)

Usman Khan itne gusse me the aur use case se bachane ke liye hamza ko abroad bhej diya hamza jab 13 saal ka tha.

Flashback end..

Uske baad se hamza ne abroad me mere siwa kisi se baat nahi ki mera baccha hidayat ke close tha use hidayat se door kar diya.(Iqra said)

Uske baad maine hamza ko kabhi haste hue nahi dekha jab hamza abroad se aaya tab 24 ka tha wo aaj 3 saal ho gaye use aaye hue hamesha gusse me rahta hai.(Aarifa replied)

Mere bacche ka pura bachpan cheen liya.(Iqra says while crying)

Bhabhi chup ho jao aap rou mat hmare hamza ki zindagi me koi to aisi aaygi jo use pahle jaisa kar degi.(Aarifa said)

Inshallah chalo ab tum so jao warna hamza ke abbu bhe aa jayge dudhte dudhte.(Iqra replied)

Ji bhabhi.(Aarifa said)

Iqra and Arifa go to sleep in the room.

Hidayat was talking to Anas while sitting in her room.

_________________________________________

Sorry Aaj flashback dikhana pada warna aap log ko kabhi hamza ka past pta nahi chalta ki wo aisa kyu hai

Review zaror dena

Hamza ki reel chahiye ho to meri instgram id par check kar sakte ho aap log

Instgram id👇🏻

_alfariya_words_

Allah hafiz
Wait for next part.

mohabbat ka nashaWhere stories live. Discover now