part_9

106 7 16
                                    

Assalamu alaikum
Part_9
Written by alfariya Sheikh
Ignore mistakes

2 days later

Everyone was having breakfast, but Hidayat was not paying attention to breakfast, his face was pale She gets up from the dining table after having breakfast. Today Faiza was not going to college, so today Hidayat was going to college alone.

main chalti hu. ( Hidayat said)

Thek hai beta dhyan se jaana. ( Iqra replied)

Ji tayi ammi.( Hidayat said)

Hidayat leaves for college. Hamza's eyes remained on her until Hidayat disappeared from his sight.
In some time Hidayat reaches college, she goes to the class dejectedly and looks at the whole class in one glance, she does not see anas anywhere.

Kya aapko anas dikha kahi.(Hidayat said)

Nahi wo to 2 din se college nahi aaya.(Classmate replied)

Ye sunkar hidayat ki ankhe nam ho jati hai aur wo man me sochti hai

Anas kaha ho tum please aa jao bahut yaad aa rahi hai tumhari.(Hidayat thinks in his mind)

Kuch der me class khatam ho jati hai hidayat class se nikalkar college se bahar aati hai wo driver ko dekh rahi thi tabhi uski nazar door khadi hamza ki car par jati hai hamza ki car ko dekh uska muh utar jata hai wo dheere kadmo se uski taraf badh jati hai hamza apni car me bhetha phone scroll kar raha tha hidayat window se dekhkar kahti hai

Khan sahab aap yaha main khud aa jati aap kyu aa gaye.(Hidayat said)

Car me bhetho.(Hamza replied)

Lekin(hidayat said)

Hidayat aage kuch kahti tabhi hamza use ghoor kar dekhta hai jisse wo saham jati hai aur chupchap car me bheth jati hai hamza car start kar deta hai hidayat ka dhyan samne tha hamza ne car ko turn Kiya hamza ko rasta badalta dekh hidayat ki ankhe choti ho jati hai

Khan sahab ye ghar ka rasta to nahi hai ham kaha ja rahe hai.(Hidayat said)

Hamza uski baat ka koi jawab nahi deta jisse uska muh ban jata hai kuch der me hamza ki car me ek private Vila me aakar rukti hai hamza car se bahar aata hai aur hidayat ki side ka gate kholkar use bahar aane ka ishara karta hai hidayat bahar aati hai aur na samjhi me Vila ko dekhne lagti hai

Ye kiska ghar hai khan sahab.(Hidayat said)

Mera.(Hamza replied)

Hidayat ko pta tha hamza ka ek Vila hai lekin usne kabhi Vila ko nahi dekha tha hamza ka vila dekhkar hidayat hairan ho jati hai kyuki wo vila dark colour ka tha jiska naam dark Vila rakha gaya tha hamza hidayat ko lekar andar chala jata hai

Khan sahab ham yaha kyu aaye hai.(Hidayat asked)

Pta chal jayga.(Hamza replied)

Hidayat aur hamza ek room me aate hai hamza hidayat ko bed par bhethna ka ishara karta hai uska ishara samajhkar hidayat bed par bheth jati hai hamza use pani deta hai pani lekar use na samjhi me dekhne lagti hai

Main tumse Jo baat karne ja raha hu use dhyan se sunna.(Hamza said)

Khan sahab aap mujhe yaha baat karne ke liye laye hai.(Hidayat asked)

Hamza uske swal par use ghoor kar dekhta hai jisse uska muh ban jata hai wo pani ka glass side rakhkar bed par acche baccho ki tarah bheth jati hai hamza ek gahri sans leta hai aur kahta hai.

Nikah karna chahta hu main tumse.(Hamza said)

Hamza ki baat sun hidayat jo shant bhethi thi use 440 volt ka jhatka lagta hai wo ek jhatke me khadi ho jati hai aur na samjhi me kahti hai.

Kya main kuch samjhi nahi.(Hidayat says while fear)

Nikah karna hai mujhe tumse.(Hamza replied)

Hamza ki baat sun hidayat hansne lagti hai use hansta dekh hamza use ghoor kar dekhta hai

Aap mjak kar rahe na.(Hidayat says while laughing)

Kya tumhe lagta hai main mjak karunga.(Hamza replied)

Hamza ki baat sun hidayat ki hansi gayab ho jati hai aur uske chehre par paseena aa jata hai

Dekhe khan sahab agar ye mjak hai to bahut ghatiya mjak hai please bus kare.(Hidayat said)

Par main mjak nahi kar raha.(Hamza replied)

Hamza ki baat sun hidayat ke chehre par pareshani aur gusse ke mile Jule imotion aa jate hai pal bhar me uski ankhe nam ho jati hai

Nahi nahi aap aisa kese kah sakte ho aap to mujhse bahut bade ho.(Hidayat says while moist eyes)

I don't care.(Hamza replied)

But I care maine aapko kabhi us nazar se nahi dekha.(Hidayat says while angerlly)

To ab shohar ki nazar se dekhne ki aadat dal lo.(Hamza replied)

Nahi bilkul nahi main aapse nikah nahi karungi aap ye soch bhe kaise sakte ho main aapko apna bada bhai manti hu.(Hidayat said)

Bhai sun hamza ke hatho ki mutthiyana Kans jati hai

Tum meri bhan nahi cousin ho aur main tumse puch nahi raha hu bta raha hu nikah karna hai mujhe tumse.(Hamza replied)

Bakbas band kare aap main aapse nikah nahi karungi aap itni ghatiya bate soch bhe kese sakte ho.(Hidayat says while crying)

main isse bhe ghatiya soch sakta hu option nahi diya maine tumhe koi.(Hamza said)

Hidayat hamza ko dhakka de deti hai aur kahti hai.

Main aapse nikah nahi karungi aapko Jo karna hai kar lijiye ghin aa rahi hai mujhe aapse aapke dimag me aisa khyal aaya bhe kaise main ghar ja rahi hu aur sabko btaugi ki aap kitne ghatiya hai.(Hidayat says while crying)

Hidayat ki baat sun hamza ke hoton ke kone mud jate hai hidayat jane lagti hai tabhi use hamza ki awaz sunai deti hai hamza ki baat sun hidayat apni jagah par freeze ho jati hai uski ankhe hairani se badi ho jati hai hidayat turn karti hai

_________________________________________

Thankyou for read
Next chapter bada dungi aur usme twist hoga.
Allah hafiz

mohabbat ka nashaWhere stories live. Discover now