Aryan - meri female fan following to mela bhot shala thankyou... Hehe.. Mai itna bhi cute nahi hu..... Hehe.
...................
Nasha daulat ta aisha bhi tya...
Ti tuje tuch bhi yaad nahi
Tya hua..
Tela vada..
Vo tasham..
Vo ilada..
Bhooleda dil..
Dis din tumhe..
Vo din dinddi ta..
Aathli din hoda...Pramod - ye kaun bhikhari ghar ke bahar gaana ga raha hai..
Susheela - aawaz jaani pehchani se lag rahi hai ji..
Ayaan - maa papa... Jaldi se ghar ke bahar dekho... Aryan kya kar raha hai.
Pramod - kya?
Ayaan - jaldi se chal ke. Dekho..
Sumod and Ayaan went of the house.
They found Aryan scream in the front of there neighbors house.
Aryan - bhool dayi tu... Tujhe titne pyaal she maine itni shaali lollipop thilai hai.. Are tu bewafa nitli... Thutla te mela Pyaal... Mela intetam dethedi.... Aishe taishe.. Tu mude thol te tali dayi... Ale madaat hai tya... Mai tya padal hu tele pyaal me...
Pramod - abey saale sadak pe khade hokar kis pe chilla raha hai..
Aryan - papa aap dul laho... Ye dupta ti beti biltul bewafa hai... Mude Thor te tali dayi... Ye mela maamla.. Mai thulda lunda..
Pramod looked towards Susheela with a doubt.
Pramod - tu maa hai na iski?
Susheela - aapko shaq hai ji?
Pramod - to mujhe bata to de ye sala bolta kya hai... Kuch samajh nahi aata mujhe.
Aryan - mud she bol layi thi.. Tele sath thelundi.. Tu to mele dil te shath thel dayi.
Ayaan - are bawakoof gupta uncle ke ghar pe tala laga hai.....
Aryan - tyaaaa?!
Aryan - Matlab mai bina baat te tilla laha tha.
Pramod - iski to mai aaj?!!!
Pramod picked him and took him inside the house.
He took him to his room.
Pramod - kya tamasha tha ye bahar????
Aryan - papa... Dupta uncle ti beti meli dost hai..
Pramod - to tu unke ghar ke bahar ye kya harkat kar raha tha..?! Tujhe akal bhi hai ki sab tujhe sab dekh rahe... Chaar baate theek se nahi bol pata aur tashan duniya bhar ka leke ghoomta hai. Agli baar agar maine tujhe kuch ulta seedha karte hue dekh liya to ghar se nikal dunga tujhe! Samjha?!
Aryan was on verge of tears after getting scolded by his father like never before.
Pramod - aansoo kya baha raha hai.. Sharam nahi aati tujhe?!
Susheela - bas kijiye bacha hai..
Pramod - daant nahi lagaunga to sar chadh jaega... Pehle hi itna kamzor hai aur harkate dekho... Kal school se kitni saari shikayate aai hai iski.. Class me sabko dekhta rehta hai... Kaam nahi karna... Teacher kuch pooche to muh se shabd nahi nikalte iske.. Yaha to badi zuban chalti hai iski... Pichle mahine dekha tha na tune bhi... Fail ho gaya tha... Aisa chalta raha to kya hoga iska... Kya fayda ise padha likha ke jab ye khud ko shudhar nahi sakta... Bolta hu na saaf bolne ki koshish kiya kar... Par nahi... Man to karta hai do lagau kaan ke neeche... Badtameez!
YOU ARE READING
Umar Se Pare
FanfictionBack to 90's. She was just a weak, timid, small 16 years old village girl who was unwantedly married to a 24 years old man. She was the youngest among the 3 brothers. Married at the age of 16 when she was just introduced to her responsibilities. H...