Sara and Shubman love symbol 🫶🏻

225 22 4
                                    

Continue from last ⁠~

Sara is crying in her mother's arms.... and she suddenly parted away from her..

Sara - [while crying] maa mujhe haath mat lagao mera shareer chhune ke laayak nhi raha. Main maa bnne wali hu [tears continuously falling from her eyes]

Anjali - 🫢 Sara....

Sara - yeh nishani meri barbaadiyo ki nishani hai maa ab yeh badnaami bdhegi , palegi or iss badnaami ki aag mein mere saath saath aapko bhi jhulasna hoga 😭. Maa aap chup kyu ho gyi mujhe kosiye , gaaliya dijiye , mujhe jeene ka koi haq nhi aap bol nhi skti toh maariye mujhe maa . Inhi haatho se mera gala daba dijiye taaki mere paapo ka bhi gala ghut jaaye.

Anjali is also crying on her daughter's situation.

Sara - ab nhi jeena chahti maa . And she going to dinning table take the knife 🔪 to kill herself then Abhishek held her hand.

Anjali - Abhishek babu..

Sara- chhor dijiye mujhe ...😭

Abhishek - take that knife from her hand.
Pagal ho gyi ho kya . Apni jaan ke saath saath uski jaan bhi le lena chahti ho .

Sara - still crying 😭. Put her hands on her stomach. " Vo jaan jo bin biyaahi kokh se janam leta hai usse kaato bhara jeewan milta hai or uski maa ko taano bhara. Mujhe aisi zindagi nhi chahiye nhi chahiye 😫😭.

Abhishek - tumhe aisi zindagi mil sakti hai. Jaha maan ho , sammaan ho , izzat ho jisse tum apna sar utha ke jee skti ho .
Hmn Sara main tumhara haath thaam lunga.

Sara - nhi . Mere rom rom mein mere Shubman ka pyar bsa hai. Main apne shareer par kisi or ki chhaya nhi padne dungi .

Abhishek - Sara. Mere pass tum mandir ki trah pavitr rhogi pati ke naam ki sirf shhran [protection] milegi or uss chadar se tumhara tan bhi dhak jaayega or bacche ka sar bhi.
Sara aaj se 2 saal pehle meri ek trah se maut hi ho chuki thi shyd tumhe sahara Dene ke liye hi mera dobara janam huaa hai.

After some days.....

Two priest are on mountains for concentrating. When they are coming back from mountain they saw some human bodies. They check one by one and they are happy bcz one of them is breathing...The priest take that boy to hospital...[in the town near mountain]

Doctor to another doctor...

Doctor - he is in coma...

Doctor 2 - aapke khyaal se isse hosh kb tak aayega.

Doctor - kuchh kaha nhi jaa sakta.

Priest - Bach toh jaayega na??

Doctor - umeed toh hai....

And here, Sara and Abhishek are married 🙂

Sara side.....

Now, Sara is in Abhishek's house as his wife, sitting in balcony, lost in her first love thoughts 💭 and a lone tear come from her eyes... Abhishek came home and see Sara who is crying then he thinks to make her happy.....

Abhishek calls - Sara...Sara..

Sara wipes her tears....

Abhishek - Sara , main ek kitaab pdh rha tha , Sewa Sadan mil nhi rhi . Tum dhundh dogi ??

Sara - jii , yeh lijiye

Abhishek - ohh Thankyou. Lekin Sewa Sadan dhundh Dene se pati ki sewa khtm nhi ho jaati. Pati bahar se aaya hai usse chai ke liye pucho or sabse pehle muskurake uska swagat kro. Sara muskura do please....

Sara gave a faded smile .....

In Sara house.....

Post man - knock the door...

Anjali opened that....

Post man - jii Sara Maheshwari ka ghar yhi hai?? unke naam pe chhithi 💌.. hai

Anjali - ghar toh yhi hai. Kaha se aai hai?

Postman - pahad ke pass wale sheher se aaya hai. Yeh lijiye...

Anjali took that. ....she open the letter and read.....

Sara..... tumhari duaao ne mujhe bacha liya . Main tumhara intezar kar raha hu , main abhi hospital mein hu.

Tumhara Shubman ♥️.

Anjali shocked to read Shubman's name 🫢😮.

Anjali - Shubman zinda hai.....









This is totally my imagination guys nothing is related to the real world 🌎

Please shower 🚿 your love through votes and comments 🫶🏻

Please ignore my mistakes 😅

Bye...

A Triangular Tale ❤️‍🩹Where stories live. Discover now