Part 1

89 5 0
                                    

The story start with Ayra's rukhsati. After Ayra and Zaid marriage they left for Zaid's house with Mubassira, who planned everything for their marriage. And upon entering the house Ayra being herself started a new train of conditions. She wanted the room of Zaid and Mubassira. As per her the room belongs to her. To which Asif blandly refused. He was angry at the audacity of Ayra.But to his dismay MJ agreed even to this condition and sacrificed the room for Zaid. As per her statement the room belongs to Zaid only. Its his wish with whoever he want share the room.

After getting everything as per her wish Ayra went to HER room to set everything, her cloths accessories etc as per her wish and Mubassira went with her to shift herself to a guest room.

Asif seeing everything is utterly dissapointed in Zaid.

Asif- What the hell is this happening Zaid? Are you even in your senses right now? You are agreeing everything of this girl. Even going to such lengths to ousting your wife from her own room!

Zaid- Ayra is my wife Baba and your bahu. Aur is me koi galat nehi hain agar woh mere kemre mein rehna chahe to!

Asif- Aur Mubassira? Woh kon hai? Agar Ayra tumhare Biwi hain to Mubassira bhi hain. Aur ye mat vulo agar Ayra is ghar me hain tow sirf aur sirf Mubassira ke wajeh se. Warna mujhe oos 2 take ki larki is gharme bilkul bhi bardhasht nahi.

Zaid- Baba! aap zise 2 take ki larki keh rahe woh beri biwi hain, aur apki bahu. Aur rahi baat Mubassira ki tow mujhe saab yaad hain. ki woh meri biwi kaise bani aur kiun bani.

A- Tou ye bhi yaad rakhna ki woh Mubassira Jafar hain. Jiske age bare bare apne ghutne teik dete hain, aur woh apni saar jhuka ke khari hain us Larki ke samne sirf aur sirf tumhare wajeh se. Usne apna ego and pride sabkunch side pe rakh ke sirf aur sirf tumhare liye ye sab kuch bardasht kar rahi hain.Lekin tum ho ki usko ujmatehi ja rahe ho. I hope you are not forgetting WHO IS SHE.

Z- I know very well who is she! I am very grateful to her for whatever has she done for me. Lekin is ke agei mujhse uski liye koi umeed mat rakhiye ga. Mein uska shukar guzar tph ho sakta hoon lekin eske age kuch nahi.

A- Shukar guzar! ise tum uski shukar guzari keh rahe ho? tum ek larki ke ishq mein itne andhe ho gaye ho ki tum kisi aur ke taraf kitne zaydti kar rahe ho yeh tume dikhai hi nahi de raha hai. Akher tum mere hi bete hou nah Zaid!? Khair tumse aur umeed bhi kya kiya ja sakta hain! lekin Baap hone ke nate mein tumhe sirf aur sirf itna hi keh sakta hu HOSH MEI AO ZAID. Aur dekho apne ASS PASS. Aur ye slah de sakta hu balki agah kar saktu hu, MJ ko aur mat ajmaou Zaid. Agar shohar hone nate uska muhafiz nahi ban sakte tou kamse kam uska hareef mat bano. Agar uska jayez haaq uski nah de sakte toh kamse kam uski bezzati toh nah karo. Ye mat bhulo woh bhi ek insaan hain, ek aurat hain aur tumhare nikah mein hain.

After saying all this Asif left from there and Zaid was pondering over everything that happened with him. He get a total flashback from his 1st marriage to his 2nd marriage. From Ayra to MJ.His attitude towards both of them and their attitude towards him. the change in MJ and Ayra. The change of HIM. Till now he wasnt able to digest everything of MJ and Ayra.

Z- Ya khudaia! ye kaisi kashmakash hain! ek taraf MJ ek taraf Ayra. Dono hi mujhse jure huye hain lekin mein kisse jura hua hu. Nah pure tarike se Ayra ka ho pa raha hun nah MJ ka. Ayra jo ki meri mohabbat hain aj uski najar mein muhabbat ki elva sab dikhai de raha hain. Aur Mubassira jiske taraf mujhe kavi mujhe dekhna gavara nehi tha uski ankho ki nami aur pareshaniyan mukjhe uski taraf khich rahi hain. Mein kaha houn aur mera Mein kidhar gum ho raha hain.

In this dilemma Zaid went towards his room. After going to his room watch Ayra in his room as his wife as his life partner he is not happy. But why?

Seeing Zaid, Ayra went to him.

Ayra- Kya hua? Kis soch mein gum hou. Aj hamari shadi ki pehli raat hai zaid. Aur tum khush nahi dikhai de rahe ho. Khushi ki jagah tumhare ankho mein kashmakash dikhai de rahe hain. Aise kiyu Zaid?

Zaid- Kya tum Khush ho Ayra? Kya tumhe khushi mili hain ye sab kuch karke?

Ayra- Meina kya Zaid? Maine toh bas apna haq liya hain aur ye jaruri tha.

Zaid- Ye jaruri tha?

Ayra- Han Jaruri tha. Jaruri tha MJ ko uska jagah dikhana. Jaruri tha tumhare baapko tumhare zindagi mein mera mukam dikhana.

Zaid- Seriously Ayra?!

Zaid was super disappointed in Ayra and went from there. And his feet took him toward MJ unknowingly. When he came to his senses he was in front MJ in her new room. The room was decorated with flowers as looking like a room for newlywed room.

Zaid- Ye saab?!

MJ- haan woh, tumhare aur Ayra ke liye decorate karveya tha. Lekin Ayra to... khair choro. Tum yaha, kuch kam tha?

Zaid- Kyun? Mein nahi A sakta yaha?

MJ- Nahi meine aise toh nahi kaha, yeh bhi tumhara hi kamra hain agar tum manna chaho tou.

And with this sentence the situation turned more awkward for Zaid and MJ.

Lets see what awaits for them in future





Mein (Zaira Fan-fiction)Where stories live. Discover now