Part 2

85 5 0
                                    

Zaid become tensed after hearing MJ and for MJ the situation turned to be awkward enough.

Zaid- Kya tum mujhe itna haq dougi ki mein is kamre ko apna samajh saku?

MJ- Haq tou tumhara hamesha sei hain, bus tumhe kobool karni hain.... (with a very sweet smile)

Zaid was being mesmerized seeing MJ like this. So calm so serene. The black night suit on her milky white skin creating such a contrast that it is becoming difficult for Zaid to turn his eyes anywhere else.

Zaid- Mujhe ek baat sach sach batogi?

MJ- tum puchke tou dekho...

Zaid- Ye sab hou kya raha Mubassira? ye kaisi uljhan me dal rahi hou tum mujhe? Kyu mujhe tum bawapas se woh Mubassira dekhai de rahi ho jisse maine ne kabhi...

There was a great pain in Zaids voice, a pain that only he knew, that he kept hidden to the innermost corner of his heart. The pain that he cant explain nor show to anyone.

MJ- Kabhi kya Zaid? Bat ko pura karo. Apne is uljhano ko alfaj to dou. tumne toh mujhse sawal puchna tha lekin sawal khud ko hi punch rahe ho? Kya hua Zaid? Tum chate kya ho Zaid?

Zaid- Tum kya chahti hou? Kyu kar rahi ho ye saab? Kya mil raha hein tumhe ye sab karke? Kyu de rahi ho etne ajiayat apne ap ko? ( Zaid was being enraged, dont know the reason himself)

MJ- Agar kahu ki tumhare liye, tumhare khushion ke liye, tumhare sukoon ke liye tou mano ge?

Zaid being astonished was just watching MJ saying all this or more like confessing herself.

MJ- Kya hua? Yakeen nahi a raha he? Mujhe bhi yakeen nahi aya tha jab mujhe pata chala ki tum Ayra se mohabbat karte hou. jab mujhe pata chala tumhari khushi Ayra ke sath hain. Ki tum Ayra ke liye Kya kuch nahi kar sakte. Kaise tum kisi aur ke liye sab kuch chor sakte ho. Tumhare zindagi mein kisi aur ke kitna gehra mukam hain ki tum uski liye mujhe bhi chor sakte ho. MUJHE BHI........

Taking a deep breath MJ continued,

MJ- Tumhe pata hain Zaid mujhe bara guman tha apne ap mein. Mujhe lagta tha koi mujhe nahi bhul sakta akher kar meri saksiyat hi kuch aisi hain ki koi mujhe kaise vule. Jise ekbar maine ap ne rang mein rang dala woh kabhi mujhse beparwah ho hi nahi sakta. Uske liye mere age kuch nahi . Lekin mera ye bharam kab toota tum janna chaho ge? Hamare nikah vale roj. Jaab tumse mujhe apni dulhan, apni humsath, apni biwi ki tor pe kubool toh kya lekin agle he paal kisi aur ke ek pukar pe mujhe akela chor ke chale gaye... ( remembering the day of their Nikah when Zaid left her on the stage for the call of Ayra)

While saying this MJ's eyes were wet, there was a sigle drop of tear. Just a single drop tear but carrying immense amount of sorrow that could swallow anyone dear of yours. Like what happening with Zaid.

Zaid- Aur ye noubaat kyu ayi Mubassira? KYU?!!! Aj tum mujhe ye saab kuch bata rahi hou, AJ! ek aesi halat me jaab hum ek raaste ki do our khare hain amne samne ek dusre ke liye itni...... Itni badgumaniya itni talkhiya liye. Kyu? KYU!!!!!

There was fire in Zaid's eyes. With a single Why Zaid held MJ by her shoulder very strongly.

Zaid- Jis Zaid ko tum dekh rahi hou nah Zubi, wuski wajeh sirf tum ho sirf tum. Aj ye pal aise nahi ho sakta tha. Aj hamare dermian sabkuch bohot mukhtalif ho sakta tha. Ajka ye Zaid tumhara ho sakta tha. Sirf or sirf tumhara. Tumhara guman is Zaid ka mohabbat ho sakta tha. Hum khush ho sakte the. ye talkhiya, ye badgumaniyan hamare bich nahi hota agar tum chati toh. HUM KHUSH HO SAKTE THE. Agar tum chahti toh. Lekin tumhe mujhse jeida apna ANAA pyara tha. Tumhe mere mohabbat se zyada apna takabbur pyara tha. Tumhe hamare hum se zyda apna MEIN pyara tha.

MJ with tears in eyes looking at Zaid. There was a magical tranquility in her face,

MJ- Mujhe pata hain galti meri hain Zaid. Mein Gunehgar hun tumhare mohabbat ka. Mein gunehgar hu hamare mohabbat k...

Zaid- Nahi Zubi... no..hamari mohabbat nahi. Sirf meri mohabbat. Tumhe mujhse koi mohabbat nehi thi. Tumne mujhse kabhi muhabbat ki hi nahi thi. Jo bhi tha mere bharm tha, jisse tumne bari khubsurti se tora tha.

MJ tightly shutting her eyes, letting a single tear drop form there,

MJ- Mohabbat thi Zaid. Beinteha mohabbat thi. Isi liye itna dard bhi tha.

Zaid- Phir kyu!?!?

Bringing MJ more closer to himself.

MJ- Mujhe tumse beinteha mohabbat hain Mr. Zaid Ansari. Mujhe apne shohar se mohabbat hain woh bhi pehle din se. Ha mein manti hoon mujhse galtiya hui hain, balki gunah hua hain. Mein gunehgar hoon tumhari. Mein gunehgar hoon tumhari Zubi ki. Aur gunaho ki hi saja ye hain jo mein......

Stopping herself and gathering herself Mj again continues,

MJ- Lekin meri tumse sirf aur sirf ek darkhast hain, ek pal ke liye bhi meri mohabbat ko jhoota maat samjhnah. Nahi us par ungli uthana. Mein bardasht nahi kar paungi. pls Zaid...

Saying this MJ broke down, hiding her face in Zaid's broad chest like this was the safest heaven for her and zaid was astonished by this sudden cofession, the sudden decleration of love. The vulnerability in MJ, the plea in the voice of MJ just shook the core of Zaid. He found himself in a case weird peace. As if the peace come to him after so long, the peace that was waiting he was waiting for so long. At that moment he chose to forget everything and live on that moment. He chose to forget every dillemma every question, every answer averything. He just wanted to live the moment with his Zubi. HIS 1ST LOVE. He wanted to embrace her like he wanted to at some point of his life. And he did that exactly. With a room filled with his favourite flowers with thelove of his life he just chose to forget every other thing in the world and went forward to journey of that is full of love with the love of his life with his ZUbi in arms forgetting everything and everyone.

But was this even possible? Can everything be forgotten? Can everyone be forgotten? Can they let go everthing and everyone that is standing between them. Time will say.........




Mein (Zaira Fan-fiction)Where stories live. Discover now