54

353 50 2
                                    

T: ab kuch mat bolo just stay silent.

K: hmm.

She is massaging his head.

T: karan ek baat bolu.

K: hm.

T: itna gussa q karte ho tum.

K: tum ne dekha mera gussa.

T: nhi but bahar sab pareshan aur dareh hue hai.

K: aur tumhe dar nhi laga.

T: nhi.

K: q.

T: bas nhi laga aur pata nhi tumhe chillate hue dekhungi tho dar jayungi par tum se kabhi dur nhi jayungi.

K: q.

T: because tumhe meri zaroorat hai aur dekhi kaisi halat bana di hai apni.pls gussa ko control karo na.

K: nhi hota.

T: ohk no problem mai hu na jab bhi tum gussa hoge tho mujhe bolna mai tumhare saath rahungi.

K: agar tum pe gussa nikal gaya tho.

T: tho nikalo but mai tumhe nhi chodungi because tum bahut acche ho karan.

K: but sab tho mujhe se dar the hai.

T: haa dar na bhi chahiye agar galat karenge tho darna hoga because mera karan ko galtiya pasand nhi aati par tum bhi unhe correct karne ka moka do ohk. And mujhe bula lena agar kuch samajh nhi aara tho you know iam talented.

He smile little.

K: haa aur tum yaha kaise.

T: mai free thi tho socha aajao.

K: thanks.  Mujhe sambhal ne ke liye.

T: always.

T: kya haalat bana di hai kudh ki aur cabin ki. Aur khana khaya tumne.

K: nodded no.

T: accha hua nhi khaya mujhe bhi khana hai. Aur aaj tum mujhe apni haat se khulayo.

K: q.

T: tumne mujhe aane se mana kiya apni cabin mai.

K: but mujhe nhi pata na ki tum ho bahar.

T: no you have to feed me.( Aisa bolungi tho iska gussa bhi shant hoga in mind)

K: ok( I know Sweety tum mujhe shant karne ke liye yeh kar rahi ho thanks god and I love her in mind)

Kismat ka likha Where stories live. Discover now