11

500 40 1
                                    

Parents.

: T : hello mom.

Tm: hello mera baccha kaisa hai,aur kya karahi ho.

T : mast hu mom aur haa dad kaise hai.

Tm: arey wo kuch kaam se bahar gaye hai.

T: ok.

Tm: vini and tanu kaise ho.

Vi/ta: hum aache hai aunty aur aap Kaisi ho.

Tm: mai bhi acchi hu, dinner kiya ki nhi.

T: abhi nhi mom aaj hum kuch frnds ke saath dinner karne bahar ja rahe hai.

Tm: ok sambhal ke jaana.

T: ok bye ly aur dad ko hii bolna.

Tm: bye

Vi/ta: bye aunty.

Everybody is getting ready for dinner

At karan's home

Sak: arey jaldi chalo na aaj ke dinner ke liye jaana hai na ki breakfast ke liye nhi.

K: haa aa rahe hai

Ar: chalo

Ni: Ve : haa chalo.

Boys and sakshi reached restaurant and sakshi message address to teju.

At restaurant they took their seat.

K: arey hum 5 logo ke liye itne seats q book kare hai.

Ni: 5 log nhi 8 log

Ve: haa.

K: aur 3 kon.

Ar: tujhe nhi pata.

K: nhi mujhe kisi ne bataya bhi nhi.

Sak: arey wo tej....

Ni: arey wo log aagaye .

Everyone turn to see them.

Sak: teju and her friends.

K: but inko kisne bulaya.

Sak: maine q .

Ar: bhai kuch mat bol wo log aarahi hai .

Ve/ni: haa .

They came

T: hii everyone one.

Vi: arey humse pehele pahunc gaye.

Ni: haa tum logo ka hi wait karahe the.

Sak: chalo sab aagaye na ab khana khate hai.

T: haa chalo.jaldi order karoo.

K: silently bhukad

Ar: karan chup usne tujhe kuch nhi bola na.

Everyone taken their seat .

Waiter came. Everybody order their food now it's teju's turn.

T:

Kismat ka likha Where stories live. Discover now