38

436 48 4
                                    

Night.

They had their dinner and went their respective rooms.
Here teju message karan.

Chat.

T: Hlo.

She got reply from karan and he is very happy.

K: Hii.

T: sorry.

K: what why.

T: sorry bola maine.

K: pata hai par q.

T: aaj jab tumne doctor ko bulaya na aur mai tum pe gussa hogayi.

K: ooh.

T: ooh kya sorry aur tum mujhe maaf karo.

He decided to tease her.

K: nhi .

T: kya nhi maine sorry bola aur tum mujhe maaf karo.

K: nhi zabardasti hai kya, mujhe maaf nhi karna.

T: q , maine bhi uss din maaf kiya na tumhe aaj tum bhi kardo.

K:maine tumhe us din wo diya isiliye tumne mujhe maaf kiya tho aaj tum bhi mujhe do.

T: tumne mujhe kya diya.

K: kiss.

T: ooh hello maine tumhe pucha kya 😡 tumhe....

K: accha chodo majak karra tha but mai tumhe ek sharat pe maaf karunga

T: kya.

K: tum mere saath lunch pe chalogi.

T: lunch pe.

K: haa q nhi aana hai.

T: arey aisa nhi zaroor aayungi par tumhe mere saath lunch pe q aana hai.tum tho mujhe pasand bhi nhi karte.

K: hum dono frnds hai na tho jaa sakte hai lunch pe aur mai tumhe q pasand nhi karunga.

T: tho pehele gussa q karte the har baat per.

K: arey jab hum ek dusre ko jaante nhi the aur humari fight bhi hue thi, right.

T: yeah ok tho kab jaana hai lunch pe.

K: kal if your ok.

T: more than ok khane ke liye mai kabhi bhi jaa sakte hu.

K: yeah I know.

T: haa😅

K: tumhe neend aarahi hogi na tho bye.

Karan in mind nhi bolo pls mujhe baat karni hai.

T: nhi aaj kitna soyi mai office mai, tumhe neend aarahi hai kya.

K: nhi.

T: ek baat puchu.

K: haa.

T: aaj na tumne mujhe kitni acche se sambhala na, I think tumhe logo ko sambhalna aata hai.

K: nhi mujhe logo ko sambhalna nhi aata.

T: tho phir aaj kaise.

K: but tumhe sambhalna aagaya.
( Yeh kya bol diya mai ne).

T: hmm thank you.

K: in mind kuch boli nhi shayad usse bhi accha laga hoga.

K: welcome 😍.

T:chalo bye kal milte hai.

K: bye gn.

Teju in mind: usne kaha mujhe sambhalna aagya mujhe accha q laga aur wo kitna accha hai kal mujhe lunch pe leke jaara I don't know this feeling, let's sleep

Kismat ka likha Where stories live. Discover now