52

378 51 3
                                    

T: q dar gaye the.

K: jab pata chala na ki meri wajah se teri tabiyat kharab hogayi hai tho mujhe bura laga.

T: but tumhe tho pata hi nhi na.

K: phir bhi mujhe accha nhi laga.

T: par q.

K: tu mere liye bahut zaroori ban gayi hai aur aaj ke baad aisa kiya na tho dekh lo.

T: nhi karungi baba.

He moving his fingers in her hairs.

She slept.

K: mera baby kitna weak hogaya hai.

And kiss her forehead.

Then maid knock door.

Mai: teju mam aapka lunch lau kya.

K: haa leke aao.

Mai: ok.

K: Sweety utt ja dekh tujhe lunch karna hai.

T: nhi mera mann nhi hai.

K: nhi jaldi utto aur tumhe dawai bhi leni hai.

T: nhi.

K: ok phir mai chalta hu.

T: nhi pls mat jao na aur ghar pe koi nhi hai.

K: phir jaldi lunch karo aur dawai lo mai rukhta hu.

T: ok.

Maid came with lunch.

K: yaha rakh dijiye.

And she went.

T: yeh nhi khana mujhe.

K: yahi khana padega aur bas koi baat nhi manane wala mai ab.

She became silent.

He started feeding her and she ate silently.

Gave her tablet and she took.

Now teju is on the verge of crying.

K: kya hua.

T: kuch nhi.

K: Sweety kya hua.

T: 😭

K: shh ro q rahi ho.

T: tumne mujhe data.

K: but tum sunn hi nhi rahi thi aur dawai aur khana zaroori hai.

T: but tum pyaar se bhi bol sakte hona.

K: ok sorry meri galati hai.( Bhagwan galati iski ho kya meri sorry mujhe hi bolna padta hai. I love her)

T: ok phir mat karna.

K: ok ab tum rest karo mai chalta hu.

T: nhi.

K:mai rukh jata par meri meeting hai.
Aur mai tumhe call karunga na pls Sweety.

T: ok.

K: chalo bye aur rest karoo.

T: hmm.

He left.

T: kya hua tujhe teju usse jane nhi deri kya sochega wo par mujhe accha lagta hai uske hone se par kaam bhi zaroori hai na.

Kismat ka likha Where stories live. Discover now