Tara had reached Malhotra's house .
Mr. Malhotra ( Ayesha's father ) : Welcome tara aj se ye tumhara bhi ghar hai Ayesha ne hame sab bata diya
Mrs. Malhotra ( Ayesha's mother ) : ha beta tum meri beti jaisi ho ao main tumhe tumhara kamra dikhati hoon
Tara : apka bahut bahut abhar parantu apitu hum ap dono ko kya naam se Sam bodhit karenge ap Ayesha ji ke mata pita hai
Mr. Malhotra : aree beta tum bhi hama ma papa bol sakti ho
Tara : ap ka hriday se abhari hai
A few hours later.......
Mrs. Malhotra : tara beta chalo
Tara : kaha
Mrs. Malhotra : photo shoot mein
Tara : arthat
Mrs. Malhotra : tum chalo toh sahi ab vahi jakar pata chalega
Photo shoot place.......
Dhruv tara reached at the same time. Tara was surprised when she saw dhruv . She ran towards him .
Tara : dh...dhruv tum yaha hame tum hari bahut ayi
Dhruv : mujhe bhi
Jay : ab hogaya tum dono love birds ka jao change kar lo
Dhruv : ha bhaiya
A few minutes later......
Dhruv tara changing room se bahar aate hai . Dhruv was mesmerized when he saw tara .
Tara : dhruv.... dhruv kya hua
Dhruv : ab tum itni sunder banke aogi toh mere kya haal hoga ( tara shy's )
Photo shoot shuru hota hai tara ko thoda lagta hai ki '' dhruv hame aise sabke samne aise pakad liye aur ye bhrata ( bhai ) bhi hame aisi tasveer le rahe hai hame dhruv ke paas rehna acha lagta hai apitu aise sabke samne "
Dhruv tara ko pyar se dekhta hai tara ko thoda himmat ata fir..................
2 hours later......
Writer : i swear in the next part I will definitely add the photos of the photo shoot .
Photo shoot end . Everyone goes to their respective homes. Tara was remembering the dhruv in the house, then she looked towards the window and the dhruv was there . He entered the room .
Tara : dhruv tum yaha..... kese... idhar kyu aye
Dhruv : tum se milne
Tara : par kyu
Dhruv : acha toh main ni au
Tara : hamne aisa toh ni kaha bus
Dhruv : bus wus kuch nahi main tumse milne aya hoon that's it .
Tara : ap hamare liye choron ki bhaati ( jaise )chupke humse Milne aye.... agar koi tumhe dekh leta toh
Dhruv : tum utna tension mat lo waise ( he pulls tara and tightly held in her waist .) raat ko itni pyari kese dikh sakti ho
She started blushing .
Dhruv : Rajkumari ji ap aur kitna sharmati rahengi .
Tara : dhruv hum kitne bhagyashali hai ki humein tum jaisa pati mila main tumse bahut bahut bahuttttt pyar karti hoon
• 438 Words .
Sorry for any mistakes .
Please vote and do comment 🙏
Thank you for reading 😊

YOU ARE READING
Dhruv Tara - A Love Story
FanfictionThis story is a fan fiction story on dhruv tara .