This Story is start from when Shaurya throw her shoes on dhruv and tara scolds Shaurya and consoles dhruv
Dhruv is totally broken from inside and that night bhaiji comes to dhruv
and thenBhai ji told dhruv to leave Devgarh and Forget Tara and ShauryaBhaiji - Aap hamari behen ke jeevan se door chale jaiye Chikitsak Dhruv Kyunki aap taru ke layak hi nhi hai
Dhruv - Bhaiji pr Tara aur Shaurya ke alawa mera koi nhi h me unhe
Bhaiji - aur hamare pass bhi taru aur shaurya ke alawa koi nhi hai waise bhi hum taru ke bhaiji hai aur wo hamari behen hai aur taru par pehla adhikar hamara hai na ki app ka
Dhruv - Mera bhi to adhikar hai tara meri patni h aur shaurya Mera beta
Bhaiji - Adhikar tab aapane kyon nahin jataya jab Surya Pratap ne aapse aapki patni aur Putra ko chhina tha aapka Putra kisi aur Ko Baba sa Kah Raha tha tab Kahan tha aapka yah Adhikar aapane to Adhikar nahin jataya hai isliye Aaj Shaurya ne aapko pita manne se inkar kar Diya vah aapke sath rahana nahin chahte to kya aap jabardasti unhen Apne sath le jayenge
Dhruv - nahin bhai ji main use samjhaunga manaunga jab Tak vah nahin man jata FIR ham Shaurya ko lekar 21वीं Sadi chale jaenge
Bhaiji - Shaurya hamesha se ISI sadi mein rahe hain aur unhone yahan ka Raja banne ka Sapna dekha hai Bachpan se ya to fir unhen dikhaya gaya hai agar ab aap unhen 21वीं Sadi le Gaye to kya vah vahan per rah payenge use mahaul mein apne aap ko Dhal payenge yadi vah mahaul mein Apne aap Ko nahin dal paye ya kisi sadi mein vah mil nahin paye to to fir vah aapse hamesha hi nafrat karenge
Dhruv - per bhai ji 21vi sadi mein 17वीं Sadi Se bhi use acchi life matlab achcha jivan milega Shaurya ko
Bhaiji - Aisa aapko lagta hai parantu sare ke liye vah sabhi ekadam nayi hogi to vah apne aap ko usmein kaise dal payenge yadi aapane jabardasti le bhi Gaye to vah aapko kabhi nahin apna payenge isliye ham kah rahe Hain ki aap yahan se chale jaaiye aur ham aapse Vada karte Hain ki ham Taron ka aur Shaurya ka pura Dhyan rakhenge
Dhruv - Shayad aap Sahi kah rahe hain bhai ji Mera yahan se chale jana hi theek hai
Bhaiji - parantu chikitsa Dhruv Taru Ko yah mat bataiyega ki humne aapse kaha hai chale jaane ke liye Varna vah ham se kabhi baat nahin karengi
Dhruv - bhai ji aap chinta mat kijiye main Tara ko kuchh bhi nahin bataunga per aap please Tara aur Shaurya ka Dhyan rakhiega ab main yahan Se chala jaunga main nahin rahunga yahan main chahunga ki Shaurya bahut achcha aur bahut hi bada Raja bane
Bhaiji - dekhiae hamen aapse koi ghrina nahin hai chikitsak dhruv bus ham taru Ko nahin khona chahte ham itne samay bad unse mile hain ab to sirf taru aur Shaurya hi hai hamare jeene ka Karan vahi hai jinhen ham apna kah sakte hain
Dhruv - main samajh sakta hun Bhai Ji main kabhi ek bahan ko apne bhai Se dur nahin karunga
Bhaiji - aap kal subah yahan se chale jaiega aur aap bhi apna Dhyan rakhna
Dhruv - ji bhaiji
Then they both hugs
Bhaiji leaves
Dhruv in mind - Shayad bhai ji Sahi kah rahe h Shaurya mujhe kabhi nahin apnaega the mujhe yahan se chale jana chahie 21वीं Sadi chala jaunga hamesha ke liye
YOU ARE READING
Dhruv Tara Samay Sadi Ke Pare
FanfictionThis is Story of Dhruv Tara when Shaurya refuses to accept Dhruv as his Father and Dhruv is very hurt and Dhruv leaves Devgarh after that Tara also comes in 21 century along with in search for Dhruv and now let's see how how Tara will find Dhruv in...