Dolly - to kya ab tum aur shaurya wapis chale jaaoge
Tara - nhi hum chahte Hain ki Shaurya bhi vidyalay jaaye isliye humne Tay kiya hai ki ham yahin 21vi Sadi mein hi rahenge
Dolly - lekin dhruv ko kya hogya dekh kar main To hamesha tara tara hi karta rahata hai tha aur mujhe to tension is baat ki ki Riya di jinse shaadi kar rahi hai vah dhup hi hai dhup to mere mummy papa Se mil chuka hai na tumhara husband ban kar yaad h na tumhe
Tara - han yad hai jab ham sare ko Lene aaye the tumhare ghar tab
Dolly - Riya ke dad aur mere papa bahut acche dost hai Riya di jab dhruv ko mere mummy papa se milvaegi tab pata nahin kya hoga mere Papa bhi Riya didi ko ekadam beti ki tarah mante Hain
Tara - dolly chinta mat karo jo hoga theek hi hoga abhi tum Ghar jao ham log bhi jaate Hain chalo sukanya
Phir wo log sab apne ghar chale jaate hai
Phir Ghar me Riya aur dhruv bhi aate h Riya Tara bhi Dhruv Ko sab kuchh bata deti hai ki kaise vah Riya se Mili thi kya hua tha Riya bhi shaurya se milti hai
Dhruv - matlab tum Riya se pehle mil chuki ho
Tara - ha dhruv
Riya - waise dhruv tumne mujhe sab ke baare me bataya h to apni is dost ke baare me kyun nhi bataya aur Saraswati Ji aap ne bhi apni beti ke baare me kyun nhi bataya mujhe
Saraswati - wo kya h na ki hume aap mil gayi aap bhi to bilkul hamari beti ki tarah hi Hai aur aapke hote hue hamen apni beti ki Kami mahsus hi nahin Hoti
Tara also feels bad what her mother says
Riya - waise Shaurya bhi bahut cute hai use dekh kar aaisa lagta h ki jaise me tumhare chote roop se mil rhi hu kyunki uska face cut chera aur aanke sab tumse kitna milta h
Dhruv - ha wo to h vaise mujhe Shaurya Ka bhi admission usi school mein karvana hai to kya tum meri help kar sakti ho
Riya - ha kyun nhi
Dhruv - Thankyou so much
Riya - waise tara tum apne pati ko doondhne aayi thi na tumhe tumhara pati nhi Mila kya
Tara - nahin ab hum unhe dhundha bhi nahin chahte Shayad hamari kismat mein saath rehna hi nhi h
Riya - achcha tum mujhe unka Naam batao Apne Pati ke bare mein kuchh batao main tumhari Puri help karungi unhen dhundhne mein tumhara husband jarur milega
Dhruv in mind - mujhe Riya ko sach bta dena chahiye ki tara aur Shaurya se mera kya rishta hai agar maine usse Bina bataye shaadi ki to uske sath cheating hogi nahin nahin main bhi aapko Dhokha nahin de sakta mujhe use sab sach batana hoga
Dhruv - Riya mujhe tumhe kuch batana hai
Riya - ha bolo dhruv
Dhruv - Riya wo Tara ke pati ko me jaanta hu
Riya - accha batao kon h wo
Dhruv - wo me..
Saraswati - dhruv hume aap se bahut zaroori kaam hai hamare kaksh me chaliye
Dhruv - ma aaisa kya kaam h
Saraswati - aap chaliye to
Saraswati Dhruv ko room me le aati h
Dhruv - ma aisa kya jaruri kam tha aapko jo aap mujhe aise yahan le aayi
Saraswati - dhruv aap kya karne ja rahe the aap kya Ko sab kuchh sach kyon batane wale the
Dhruv - nahin Maa Riya ko batana zaroori h aur shaadi एक-दो din ki baat nahin hai Puri jindagi Ka sawal hai man to use aur hak hai meri jindagi ke bare mein sab kuchh janne ka
YOU ARE READING
Dhruv Tara Samay Sadi Ke Pare
FanfictionThis is Story of Dhruv Tara when Shaurya refuses to accept Dhruv as his Father and Dhruv is very hurt and Dhruv leaves Devgarh after that Tara also comes in 21 century along with in search for Dhruv and now let's see how how Tara will find Dhruv in...